gaya zamana bahut suhana
jo yaad aaon to laot ana
wo aankhon aankhon mein baat karna
wo baaton batoon mein raat katna
kabhi hansana kabhi rulana
jo yaad aaon to laot ana
hamein tumhari he justaju hai
tumhari chahat ki aarzoo hai
ye baat kabhi to samjho
hamari chup mein bhi guftagu hai
tum samjh sako to hamein batana
jo yaad aaon to laot aana
|