wan agr jaein to lay kar jaein kia
munh isay hum ja kay dikhlain kia
dil mein hay baqi wo hi hirsay gunnah
phir kiyay say apnay hum puchtain kia
arz o saman kahan teri wusat ko paa skay
mera hi dil hay woh kay jahan tu sama sakay
dard e dil kay wastay payda kiya insan ko
warna atta-at kay kiyay kuch kum na thay kro bayan
mazhab mein bohat taza pasand is ki tabiyat
kar lay kahin manzil to guzarta hay bohat jald
tehqiq ki bazi ho to shirkat nahi karta
ho khayl muredi ka to harta hay bohat jald
in sub ashaar kay poet bta dain please?
__________________
.......
|