zaheer bhai plz wanna a suggestion?
2 saal k jan lewa intezar k doran main ne 2 jobs ki hain meri abhi ki job bht achi hay jis main as compare to govt job zyad facilities hain or pay scale bhi taqreeban same hay sat sun ka off pick & drop n salary time pay hay
main bht confuse hun k kya karun? sub say zyada parashan kun bat jo previous appointment k baray main suni k govt main aik saal tuk logon ko salary nah mli to kya asa hay kyun k hmara koi source nah?
plz must reply main bht parashan hun
|