View Single Post
  #1  
Old Monday, March 10, 2014
Rauf Tariq Rauf Tariq is offline
Junior Member
 
Join Date: Jun 2010
Location: Bahawal Pur
Posts: 22
Thanks: 8
Thanked 117 Times in 12 Posts
Rauf Tariq will become famous soon enoughRauf Tariq will become famous soon enough
Default Excise & Taxation Inspector Paper March 3, 2014

Islamiat and Urdu McQs

81- Quran ki kon si Surah ko "Umm al Kitab" kaha jata hai?
82- Hajj mein ghalti ka kya "Kaffara" hai?
83- Pehla Sajda Quran k kis "Parah" mein hai?
84- "Rab e Zidni Ilma" ye dua kis Surah mein hai?
85- Quran mein kitne "Haroof e Muqataat" hain?
86- Kis Surah ka Ikhtitam Dua per hota hai? (1- Baqra, 2-Al-Ankaboot, 3-Yaseen, 4- Ar Rahman)
87- "Yeh Kalam aur Essa ka Kalam Ek hi Charag k Parta'u hain" ye alfaz kis k hain? (1-Najashi at first Hijrat Habsha, 2- Najashi at 2nd Hijrat Habsha, 3- Warqa Bin Nofal, 4- Harqal)
88- Hazoor PBUH ne 4 Umrah kis month mein kiye? (1-Zeeqad, 2- ZilHaj, 3-Shiwal, 4- Ramadan)
89- Quran ko "Al-Burhan" bhi kehte hain, es ka matlab kya hai?
90- "Abu ul Anbia" kis peghambar ko kaha jata hai?

91- Who is author of "Ganjay Farishtay"?
92- Who is author of "Khushboo"?
93- "Tarab" k Lugvi maani kya hain?
94- Ek hoon _________ Ki Pasbani k lye.
95- Who is author of "Akbar Nama"?
96- Date of Birth of "Ibn e Insha"?
97- Who is author of "Ek Kahani Bari Purani"?
98- Who is author of "Behropia"?
99- Who is author of "Pakistan Ban Gaya"?
100- "Matlaa" k Lugvi maani kya hain? ( 1-Ibtida, 2- Tuloo hone ki jagha, 3- Gharoob hone ki jagha, 4- Ikhtitam)

Thanx and Good Luck
Reply With Quote