View Single Post
  #3  
Old Sunday, December 18, 2005
Argus's Avatar
Argus Argus is offline
Administrator
 
Join Date: Mar 2000
Location: Islamabad
Posts: 702
Thanks: 351
Thanked 2,445 Times in 282 Posts
Argus is a splendid one to beholdArgus is a splendid one to beholdArgus is a splendid one to beholdArgus is a splendid one to beholdArgus is a splendid one to beholdArgus is a splendid one to beholdArgus is a splendid one to behold
Default

Nice Poetry by Eram and lahoriyes.
Although i ve poor selection bt cant resist to share

Bund dareechay, sooni galyaan an-dekhey anjaney log
kis nagri mein aa nikley hein ,sajid ham deewaney log

aik hamhi nawaqif thehrey roop nagar ki galyon say
bhes badal kar milney waley, sab janey pehchaney log

din ko raat kahein so barhaq,subha ko sham kahein so khoob
aap ki baat ka kehna hi kya, aap huay farzaney log

shikwa kya aur kaisi shikayat,aakhir kuch bunyad to ho
tum par mera haq hi kya hai, ham thehrey beganey log

shehr kahan khali rehta hai, ye darya har dam behta hai
aur bohat say mil jayein gay, ham aisey deewaney log

suna hai usske ehd-e-wafa mein ,hawa bhi muft nahin milti
un galyon mein har har saans pe, bhartey hein jurmaney log!!
Reply With Quote