View Single Post
  #2  
Old Thursday, December 29, 2005
swan's Avatar
swan swan is offline
Junior Member
 
Join Date: Dec 2005
Posts: 23
Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
swan is on a distinguished road
Post Naya Saal

Phir naya saal anay ko hai
Khuda karay kay ye saal gaye saal kay zakhmon pay marham rakhay
Khuda karayy kay ye saal nai khushion ki navid lai
kay beeta saal bohat say dard day gaya
bohat payaron ko bohat apnon ko saath lay gaya
lekin...
wo apnay log jin kay dam say zindagi thi, muskurahatein thein
wo yaad nahi ain gay kiokay...
yad to unko kertay hain jo bhool gain
or jo her dharkan mein bastay hon unko kaisay bhulai
lekin
kahin gaye saal kay malbay talay
zindagi phir muskura rahi hai
bahar phir a rahi hai.....
Reply With Quote