Dayar-e-ghair main kaisay tumhein sada detay
Tu mil bhi jata, tu tujhay gnawa detay
Tumhi nay hum ko sunaya na apna dukh warna
Dua woh kertay k hum aasman hila detay
__________________
Kami kis shae ki hai tere khazaane me mere Allah
Jhukaa ke sar jo maangun teri rehmat mil hi jaaegi...
|