Bhai inka Medical Board Bana hua hotha hai . woh apka physical examine karthe hain , kuch normal se tests hothe hain woh karthe hain. Phir ap ko usi waqt inform nahi karthe,kuch dinoun baad apko inform kia jatha hai means apko appointment letter de diya jatha hai
|