Quote:
Originally Posted by fahadaziz
acha kya kya kaam karna hota ha is jamadar nay ? lakin agar me application bhaij b doo to woh B.A PASS banday ko jamadar to nahi rakhain gain na
is lia sirf UDC ki hi bhaij doo jis k lia unho nay intermediate taleem mangi ha ore meri B.A ha
pechli baar b to test diya tha UDC ka idhar hi isi department ma lakin kuch nahi ho saka tha phir
kafi logo ka test k baad interview b howa tha lakin abhi tak koi b banda kisi post k lia select nai howa, pata nahi ku
|
matlab koi recruitment nahi ke laast time?