yaad aata hai...
yaad aata hai damakta huwa chehra uska
sehar-angez woh lehja uska
jo shajar ban ke luta'tha raha sayaa apna
us ki duuri ne badal dale hain sare mosam
mere aangan me utar aaya hai gham ka sooraj
dhoop aisi hai jala jata hai ser-ta-paa wajood....
(Gulnar Afreen..in memeory of her late husband)
__________________
__________________________________
nahin nigah main manzil to justaju hi sahi
nahin wisaal mayassar to arzu hi sahi
|