Farz kro tum kuch na pao apna ap luta kar bhe,
Farz kro koi mukar he jaye sachi qasam utha kar bhe,
Aur farz kro yeh farz na ho sachi aik haqeeqat ho,
Teray ishq k her rastay par jana aik qayamat ho,
Or suna ha yeh qayamat khoon jigar ka peeti ha,
Tum tu jana farz kro gay muj par yeh sub beeti ha...!