Nahi is khuli faza main koi gosha-e-faragat..
Ye jahan ajab jahan hai na qafas na ashiana..
Mare khak o khon se tu ne ye jahan kia hai paeda..
Siala e shaheed kia hai tab o tab e jawidana..
Teri banda parwari se mare din guzar rahay hain..
Na gila hai doston ka na shikayat e zamana..
-----------------------
kuchh hamii.n ko nahii.n ehasaan uThaane kaa dimaag
vo to jab aate hai.n maa_il-ba-karam aate hai.n
aur kuchh der na guzare shab-e-furqat se kaho
dil bhii kam dukhataa hai vo yaad bhii kam aate hai.n
__________________
Time is the longest distance between two places.
Last edited by Princess Royal; Thursday, July 10, 2008 at 12:49 PM.