khusboo nahee milti ,tera lahja nahee milta
humain ti is shahar main koe teray jaisa nahee milta
"jin rastoun par tum thay kabhi meray sath sath
uni rastoun nay roak roak poocha tera humsafar kahan hai"
sab se chupa kar dard, jo woh muskara diya
uus ki hansi nay tu aaj mujhay rula diya
janay us shaks ko yeh kaisa hunar aata hai
raat hoti hai tu annkhoon main utar aata hai