View Single Post
  #38  
Old Friday, December 02, 2016
Jan Alam786 Jan Alam786 is offline
Member
 
Join Date: Mar 2016
Posts: 44
Thanks: 6
Thanked 1 Time in 1 Post
Jan Alam786 is on a distinguished road
Default

Quote:
Originally Posted by Rana M Junaid View Post
Please koey bata sakta hai k "stenographer" jo k liye Shorthand ki kisi degree ki zarurat hai ya siraf anni chaiey? and is k skill test mai kiya hota hai ?
Bro agar aap shorthand 80 ki speed se likh sakty hain to pir certificate waghera ki koi zaroorat nahi. Is k skill test me pehle computer par typing ki test li jati he aor phir shorthand ki test hoti he. Shorthand k test me aik banda paper se english parhta he aor aap log usy shorthand me likho gy. Jab wo banda parhna khatam kar deta he to phir aap logo ko 10 ya 15 minutes ka time diya jata he. Is time k doran aap ne jo kuch shorthand me likha he use english me likho ge.
Reply With Quote