CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   Urdu Literature (http://www.cssforum.com.pk/css-optional-subjects/group-v/urdu-literature/)
-   -   kindly answer 2 mcqs of Urdu Lecturer exam conducted by SPSC on 1 jan (http://www.cssforum.com.pk/css-optional-subjects/group-v/urdu-literature/88972-kindly-answer-2-mcqs-urdu-lecturer-exam-conducted-spsc-1-jan.html)

faisal88 Sunday, January 05, 2014 04:23 PM

kindly answer 2 mcqs of Urdu Lecturer exam conducted by SPSC on 1 jan
 
tamam members se guzarish ha k wo in 2 sawalo ka jawab dye. Plez its crucially important for me

1} Nazam "Tanhai" kis ki takhleeq ha?????
a> Faiz b> Muneer nayazi c> Meeraji d> Majeed Amjad

2} "Pakistan main urdu ka masla" kis ki tasneef ha??/
a>Moen uddin Aqeel b> abu ul leys siddiqui d> Fatah muhammad
Malik d> Dr Syed Abdullah

All members are humbly requested to answer the above questions, Im very excited.

Last Island Sunday, January 05, 2014 04:36 PM

[QUOTE=faisal88;684401]tamam members se guzarish ha k wo in 2 sawalo ka jawab dye. Plez its crucially important for me

1} Nazam "Tanhai" kis ki takhleeq ha?????
a> Faiz b> Muneer nayazi c> Meeraji d> Majeed Amjad

2} "Pakistan main urdu ka masla" kis ki tasneef ha??/
a>Moen uddin Aqeel b> abu ul leys siddiqui d> Fatah muhammad
Malik d> Dr Syed Abdullah

All members are humbly requested to answer the above questions, Im very excited.[/QUOTE]

1. Faiz
2. Dr Syed Abdullah

faisal88 Sunday, January 05, 2014 04:58 PM

thanks last Island but...
 
Faiz is a writer of Dast e Tanhai, but this nazam Tanhai, as far as I know, is of Majeed Amjad.
do you have any refernce?? Plez :))

Last Island Sunday, January 05, 2014 05:01 PM

[QUOTE=faisal88;684408]Faiz is a writer of Dast e Tanhai, but this nazam Tanhai, as far as I know, is of Majeed Amjad.
do you have any refernce?? Plez :))[/QUOTE]

Tanhai


Phir koi aaya dil-e-zaar! nahin, koi nahin
Raahru ho ga, kahin aur chala jaayega
Dhal chuki raat, bikharnay laga taaron ka ghubaar
Larkharaanay lagay aivaanon mein khaabeeda chiraagh
So gayee raasta tak tak ke her ik raahguzaar
Ajnabi khaak ne dhundlaa diye qadmon ke suraagh
Gul karo shamein, barha do mai-o-meena-o-ayyaagh
Apnay bekhaab kivaaron ko muqqafil kar lo
Ab yahaan koi nahin, koi nahin aaye ga!


Faiz Ahmed Faiz

faisal88 Sunday, January 05, 2014 11:11 PM

kindly tell me the book name of this nazam "Tanhai".thanks

Last Island Sunday, January 05, 2014 11:14 PM

Naqsh e Faryadi.

Roshanj Monday, January 06, 2014 05:51 PM

Lecture Urdu 2013 (spsc) please help to solve
 
Q1 : Hindustani lasanyat ka musnaf koun ha?
(a) Naseer- Ul-din Hashmi (b) Rasheed Hassan khan (c) Masood Hussain khan (d) Mahi din zoar
Q2: Iqbal “anjman himayat islam ” ke sadar kab muntkhib hoe?
(a) 1930 (b) 1932 (c) 1934 (d) 1936
Q3: Asal Matan ke bad baz tashkeel ko kya kehte hain?
(a) Tarteeb Matan (b) islah Matan (c) Tadveen matan (d) Tanqeed Matan.
Q4: Mudat hue h yar ko mahman kye hue ……. Josh qadh se bazam charaghan kye hue: kis ka shair ha?
(a) Meer (b) Ghalib (c) Moomin (d) Zafar .
Q5: Lan jeans ne alooyat ke kitne mukhrij batae hain?
(a) 3 (b) 4 (c) 5 (d) 7.

Roshanj Monday, January 06, 2014 10:06 PM

remaing question lect:urdu 2014
 
“Urdu sarf wo Nahoo” ka musnaf kon ha?
(a) Sohail Bukhari (b) Molvi Abdul Haq (c) Rasheed Hassan khan (d) Atshan durani.
Q7: “Tahlel Naffsi ” ka bani kise kha gya ha?
(a) Fried (b) zoong (c) Edler (d) Heralad Bloom.
Q8: Urdu ka phla sahib kulyat shair kon ha?
(a) Wali Dakni (b) Qali Qutab Shah (c) Nizami Dakni (d) Mula Wajhi.
Q9: “Nazrya Rad Tashkeel” Ka bani kon ha?
(a) Foko (b) Edward saeed (c) Dareeda (d) roolan barth.
Q10: Saat misroon par mushtamil band ko kya khate hen?
(a) Masbah (b) Tarkeeb band (c) Mushmin (d) Tarjeh Band.
Q11: Kis Maghribi Danshwar ko wijoodyat ke hawale se aham jana jata ha?
(a) Hiyoom (b) Edson (c) Teri Eglton (d) Sartar.
Q12: Qaseede ke doosra hisa kya khlata ha?
(a) Tashbeeb (b) Tasbeeb (c) Madh (d) Gurez.
Q13: Tarki Pasand Tehareek ke Phle ijlas ka Sadarti Khutba Kis ne dya?
(a) Sajad Zaheer (b) Preem Chand (c) Akhtar Hussain Raipoori (d) Hasrat Mohani .
Q14: wo Ilam jo Tashbeh; ishtara, majaz marsal or kanaya waghair se bahas karta ho, kya kahlata ha?
(a) Ilam Manye (b) Ilam Badee (c) Ilam Arooz (d) Ilam Biyan.

Roshanj Sunday, January 19, 2014 12:57 PM

urdu paper 2014
 
senior's please solve these question.........


09:32 AM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.