|
![]() |
Share Thread:
![]() ![]() ![]() |
|
LinkBack | Thread Tools | Search this Thread |
#1
|
|||
|
|||
![]()
tamam members se guzarish ha k wo in 2 sawalo ka jawab dye. Plez its crucially important for me
1} Nazam "Tanhai" kis ki takhleeq ha????? a> Faiz b> Muneer nayazi c> Meeraji d> Majeed Amjad 2} "Pakistan main urdu ka masla" kis ki tasneef ha??/ a>Moen uddin Aqeel b> abu ul leys siddiqui d> Fatah muhammad Malik d> Dr Syed Abdullah All members are humbly requested to answer the above questions, Im very excited. |
#2
|
||||
|
||||
![]() Quote:
2. Dr Syed Abdullah
__________________
The Me you have always known, the Me that's a stranger still. |
The Following User Says Thank You to Last Island For This Useful Post: | ||
Roshanj (Monday, January 06, 2014) |
#3
|
|||
|
|||
![]()
Faiz is a writer of Dast e Tanhai, but this nazam Tanhai, as far as I know, is of Majeed Amjad.
do you have any refernce?? Plez ![]() |
#4
|
||||
|
||||
![]() Quote:
Phir koi aaya dil-e-zaar! nahin, koi nahin Raahru ho ga, kahin aur chala jaayega Dhal chuki raat, bikharnay laga taaron ka ghubaar Larkharaanay lagay aivaanon mein khaabeeda chiraagh So gayee raasta tak tak ke her ik raahguzaar Ajnabi khaak ne dhundlaa diye qadmon ke suraagh Gul karo shamein, barha do mai-o-meena-o-ayyaagh Apnay bekhaab kivaaron ko muqqafil kar lo Ab yahaan koi nahin, koi nahin aaye ga! Faiz Ahmed Faiz
__________________
The Me you have always known, the Me that's a stranger still. |
#5
|
|||
|
|||
![]()
kindly tell me the book name of this nazam "Tanhai".thanks
|
#6
|
||||
|
||||
![]()
Naqsh e Faryadi.
__________________
The Me you have always known, the Me that's a stranger still. |
#7
|
|||
|
|||
![]()
Q1 : Hindustani lasanyat ka musnaf koun ha?
(a) Naseer- Ul-din Hashmi (b) Rasheed Hassan khan (c) Masood Hussain khan (d) Mahi din zoar Q2: Iqbal “anjman himayat islam ” ke sadar kab muntkhib hoe? (a) 1930 (b) 1932 (c) 1934 (d) 1936 Q3: Asal Matan ke bad baz tashkeel ko kya kehte hain? (a) Tarteeb Matan (b) islah Matan (c) Tadveen matan (d) Tanqeed Matan. Q4: Mudat hue h yar ko mahman kye hue ……. Josh qadh se bazam charaghan kye hue: kis ka shair ha? (a) Meer (b) Ghalib (c) Moomin (d) Zafar . Q5: Lan jeans ne alooyat ke kitne mukhrij batae hain? (a) 3 (b) 4 (c) 5 (d) 7. |
#8
|
|||
|
|||
![]()
“Urdu sarf wo Nahoo” ka musnaf kon ha?
(a) Sohail Bukhari (b) Molvi Abdul Haq (c) Rasheed Hassan khan (d) Atshan durani. Q7: “Tahlel Naffsi ” ka bani kise kha gya ha? (a) Fried (b) zoong (c) Edler (d) Heralad Bloom. Q8: Urdu ka phla sahib kulyat shair kon ha? (a) Wali Dakni (b) Qali Qutab Shah (c) Nizami Dakni (d) Mula Wajhi. Q9: “Nazrya Rad Tashkeel” Ka bani kon ha? (a) Foko (b) Edward saeed (c) Dareeda (d) roolan barth. Q10: Saat misroon par mushtamil band ko kya khate hen? (a) Masbah (b) Tarkeeb band (c) Mushmin (d) Tarjeh Band. Q11: Kis Maghribi Danshwar ko wijoodyat ke hawale se aham jana jata ha? (a) Hiyoom (b) Edson (c) Teri Eglton (d) Sartar. Q12: Qaseede ke doosra hisa kya khlata ha? (a) Tashbeeb (b) Tasbeeb (c) Madh (d) Gurez. Q13: Tarki Pasand Tehareek ke Phle ijlas ka Sadarti Khutba Kis ne dya? (a) Sajad Zaheer (b) Preem Chand (c) Akhtar Hussain Raipoori (d) Hasrat Mohani . Q14: wo Ilam jo Tashbeh; ishtara, majaz marsal or kanaya waghair se bahas karta ho, kya kahlata ha? (a) Ilam Manye (b) Ilam Badee (c) Ilam Arooz (d) Ilam Biyan. |
#9
|
|||
|
|||
![]()
senior's please solve these question.........
|
![]() |
Tags |
@faisal88 |
Thread Tools | Search this Thread |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
SPSC CCE 2003 SCAM and investigation Findings | Kamran | SPSC (CCE) | 118 | Sunday, March 27, 2016 06:08 PM |
need SPSC Lecturer Urdu Past Paper | imran memon | Past Papers | 1 | Thursday, June 27, 2013 12:32 PM |
History of Urdu Literature | sara soomro | General Knowledge, Quizzes, IQ Tests | 0 | Monday, September 28, 2009 06:44 PM |
Can Urdu become the language of the internet? | Usman Naseer | Computers and Technology | 0 | Saturday, June 28, 2008 12:46 PM |