CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   Urdu Poetry (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/poetry-literature/urdu-poetry/)
-   -   Share your favourite shair (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/poetry-literature/urdu-poetry/1571-share-your-favourite-shair.html)

Wounded Healer Friday, January 05, 2007 12:25 AM

ahem, arz kia hai

tumhare gham ki dali utha kar, zabaan peh rakh li hai dekh mein ne
yeh qatra qatra pigal rahi hai, main qatra qatra he ji raha hoon.......

gumnam Friday, January 05, 2007 02:14 AM

@ all
ary wa bahi yahan to sab hi bary shair hain. well let me say some thing arz kia hi

Tumary shahar ka mosam bara suhana lagy
mi ik sham churaloon agar bura na lagy....

------------------------------------

wo mera tha ye batana ageeb lagta hi
ab us si ankh milana ageeb lagta hi

bary khuloos si dawat to us ni baji hi
per us ki bazm m jana ageeb lagta hi

tha jis ka hath hamasha hamari hathon m
ab us si hath milana ageeb lagta hi.

Tahir Mumtaz Khan Friday, January 05, 2007 01:46 PM

jo hum na hoon tu zamay ki sans rukh jay
Quteel waqat kay seenay main hum darkhtay hain

Wounded Healer Friday, January 05, 2007 04:32 PM

@ nazia niazi
.....................thanx ji


aik aur shair arz kia hai........

ab dil mein hai jaan na sakat bazoon main hai
ab ke muqable pe mere yaar aa gaye.

Sanni Friday, January 05, 2007 05:31 PM

Wo tou pani ka ek qatra hai jo aankh se bah jaye,
Ansuu tou wo hai jo tarap kar aankhon mein he reh jaye....

prissygirl Friday, January 05, 2007 10:46 PM

kanton ki tarhan hoon main raqeebon ki nazar main
rehtay hain meri ghaat main chay saat musulsul

samina Friday, January 05, 2007 11:22 PM

Daikha jo teer kha k kameen ghah ki terf,
Apney hi doustoun sey mulaqat ho gai

Wounded Healer Saturday, January 06, 2007 12:47 AM

phir yoon hua keh raste yakjaan nahein rahe
woh bhi ana parast tha mein bhi ana parast.............

prissygirl Saturday, January 06, 2007 12:39 PM

main hoon k mujhay dawa e ejaz e sukhan hai
wo hai k meri baat se kayal nahi hota

Wounded Healer Saturday, January 06, 2007 12:54 PM

@ prissygirl............nice one ji


tu ne musa ko nahaq takleef di, lutf aata agar yaad karte hamein
jin ki ankhoon main tab-e-nazara na ho, un ko jalwa dekhane se kiya fayida

prissygirl Saturday, January 06, 2007 12:58 PM

main hoon k mujhay dawa e ejaz e sukhan hai
wo hai k meri baat se kayal nahi hota

I M Possible Saturday, January 06, 2007 07:18 PM

Ab tu Mohsin k tesawar mein uter Rab e Jaleel
Is Udaasi mein tu pathar b Khuda lagta hay

-----------------------------

Saab fasanay hian dunya dari k
kis nay kis ka sakoon loota hay
Sach tu yeh hay k is zamanay mein
Main b jhoota hoon tu b jhoota hay

Wounded Healer Saturday, January 06, 2007 10:24 PM

mujhe aur zindagi de, keh hai dastaan adhoori
meri maut se na ho gi mere gham ki tarjumani

nazia niazi Saturday, January 06, 2007 10:52 PM

[B]tumhara Naam[/B]
[B]Main Subh-o-sham Likhta Hoon[/B]
[B]Zameen Par Jis Qadar Achhi Zubanain Boli Jatin Hain[/B]
[B]Main Unse Lafz Chunta [/B]
[B]Aur Tumhara Naam Likhta Hoon [/B]

[B]---------------------------------[/B]

[B]Kiya Hai Piyaar Jisse Humne Zindagi Ki Tarah[/B]
[B]Wo Aashna Bhi Milla Hum Se Ajanbi Ki Tarah[/B]

[B]---------------------------------[/B]

[B]Barha Key Piyaas Meri Is Ne Haath Choor Diya [/B]
[B]Wo Ker Raha Tha Marawat Bhi Dil Laggi Ki Tarah[/B]


[B]Sitam To Ye Hey Ke Wo Bhi Na Ban Saka Apna [/B]
[B]Kabool Hum Nekiye Jis Ke Gum Bhi Khushi Ki Tarah[/B]:unsure:

----------------------------------

[B]Kabhi Na Socha Tha Hum Ne Kateel Is Ke Liye [/B]
[B]Kere Ga Hum Pe Sittam Wo Bhi Her Kissi Ki Tarah[/B]

gumnam Sunday, January 07, 2007 04:10 AM

me hawa m chorta hon jo b samjhy....
Barha Key Piyaas Meri Is Ne Haath Choor Diya
Wo Ker Raha Tha Marawat Bhi Dil Laggi Ki Tarah.i would like to add

har dil jo piyar kariga wo dokha khaiy ga
begana sekron m pehchana jai ga.......

I M Possible Sunday, January 07, 2007 11:51 AM

[QUOTE]mujhe aur zindagi de, keh hai dastaan adhoori
meri maut se na ho gi mere gham ki tarjumani[/QUOTE]

zindagi itni ataa ker mere fan ko khaliq
mera katil mere merney ki khaber ko tarsey

Wounded Healer Sunday, January 07, 2007 01:46 PM

wah wah i m possible ji.........

ab ye shair parho.......

hum ne mana ke taghafil na karo ge leken
khaq ho jayein gay hum tum ko khabar hone tak

prissygirl Sunday, January 07, 2007 03:32 PM

meray zauq e taskheere fitrat k agay
anasir ka qalbo jigar kanpta hai.

Kingling Sunday, January 07, 2007 04:04 PM

[COLOR="purple"][B]Fikar ki her kasak shaori hai
aqal ki her adaa adhuri hai
dil ki duniya sanarne k liyay
ishq kerna bohat zaruri hai[/B][/COLOR]

Wounded Healer Sunday, January 07, 2007 04:24 PM

dil ki chautoon ne kabhi chain se rehne na diya
jab chali sard hawa, mein ne tujhe yaad kiya
is ka rona nahein, kyoon tu ne kiya dil barbaad
is ka gham hai ke bahut dair mein barbaad kiya

Kingling Sunday, January 07, 2007 08:36 PM

[B]Kabhi tu khul k baras akbar e Meharban ki tarhan
Mera wajood hay Jaltay hooeay Makaan ki tarhan

Kabhi tu sooch ki woh shakas kis kadar tha buland
Jo bujh giya teray kadmoon mei aasmaan ki tarhan[/B]

At Ur Own Risk Sunday, January 07, 2007 09:19 PM

[COLOR="DarkRed"]asaan to nahi apni hasti se guzar jana
utra jo samander mein drya to boht roya
jo shakhs na roya ta tapti hue raahon mein
deewar k saaye mein betha to bohat roya

[/COLOR]

waqt khush khush kaatney ka mashwara detey huey
ro para wo shakhs mujh ko hosla detey huey

Kingling Sunday, January 07, 2007 09:37 PM

[QUOTE]waqt khush khush kaatney ka mashwara detey huey
ro para wo shakhs mujh ko hosla detey huey[/QUOTE]


Waqat e rukhsat pay ki talab nishani tu kahaa
Daagh kafi hay judaei ka agar yaad rahay

Wounded Healer Sunday, January 07, 2007 10:14 PM

mein woh sahib-e-dil hoon keh meri zaat ka dushman
tazeem se rakh deta hai khanjar mere agay

Kingling Sunday, January 07, 2007 10:35 PM

[QUOTE]mein woh sahib-e-dil hoon keh meri zaat ka dushman
tazeem se rakh deta hai khanjar mere agay[/QUOTE]


Fursat milay tu pochO zara un ka haal b
Jo loog jee rahay hain teri yaad k baghair

Wounded Healer Sunday, January 07, 2007 10:44 PM

[QUOTE]Fursat milay tu pochO zara un ka haal b
Jo loog jee rahay hain teri yaad k baghair[/QUOTE]

nice one kingling

tu jo na ho toh jaise sab ko chup lag jati hai
aapas mein kiya batein karte, raat, diya aur mein

Kingling Sunday, January 07, 2007 10:52 PM

[QUOTE]tu jo na ho toh jaise sab ko chup lag jati hai
aapas mein kiya batein karte, raat, diya aur mein[/QUOTE]

Inkaar ki si lazaat iqraar mein kahan hay
Barhata hay shooq Ghalib un ki nahn nahin say

Wounded Healer Sunday, January 07, 2007 10:56 PM

[QUOTE]Inkaar ki si lazaat iqraar mein kahan hay
Barhata hay shooq Ghalib un ki nahn nahin say[/QUOTE]


mein bhi apnay ko bhulae hue phirta hoon bahut
aaina us ne bhi kuch rauz na dekha ho ga

samina Sunday, January 07, 2007 11:01 PM

yeh to ho gai tum sey mohabbat werna
Hum to woh khud ser hain kay apni bhi tamana na kerein

Kingling Sunday, January 07, 2007 11:10 PM

[quote]mein bhi apnay ko bhulae hue phirta hoon bahut
aaina us ne bhi kuch rauz na dekha ho ga[/quote]

[B]Ik darad ka phaila hooea sehra hay k main hoon[/B]
[B]ik mooj mein aaya darya hay k tum hoo[/B]

[B]Yeh Omer e gureezan kahin thahray tu yeh janOn[/B]
[B]Haar sans mein mujh ko tu yeh lagta hay k tum hoo[/B]

[B]--------------------------------------------[/B]

[quote]yeh to ho gai tum sey mohabbat werna
Hum to woh khud ser hain kay apni bhi tamana na kerein[/quote]

[B]Humaray Peyar nay kaaba bana diya tum ko[/B]
[B]Tumharay gird tesawar tawaaf karta hay[/B]

Wounded Healer Sunday, January 07, 2007 11:17 PM

[QUOTE]Ik darad ka phaila hooea sehra hay k main hoon
ik mooj mein aaya darya hay k tum hoo

Yeh Omer e gureezan kahin thahray tu yeh janOn
Haar sans mein mujh ko tu yeh lagta hay k tum hoo[/QUOTE]


soochta hoon ke mohabbat hai bashar ki fitrat
is ka mitt jana, mitta dena bahut mushkil hai
soochta hoon ke mohabbat se hai tabinda hayaat
ab ye shamma bujha dena bahut mushkil hai

Kingling Sunday, January 07, 2007 11:20 PM

[B]Jo Rukay tu koh e giran thay hum
jo chalay tu Jan say guzar gaey

Rah e Yaar hum nay kadam kadam
tujhy yaadgar bana diya[/B]

PlayinG Monday, January 08, 2007 03:24 AM

BreathLess
 
Koi jo mila to mujhe aisa lagta tha
jaise meri saari duniya main geeton ki rut
aur rangon ki barkha hai khushbu ki aandhi hai

mehki hui si ab saari fizaayen hain
behki hui si ab saari hawaayen hain
khoyi hui si ab saari dishaayen hain
badli hui se ab saari adaayen hain

jaagi ummengein hain,
dhadak raha hai dil
sason main toofaan hain,
hoton pe nagme hain
aakhon main sapne hain,
sapnon main beete hue
saare vo lamhe hain

jab koi aaya tha,
Nazron pe chhaya tha
dil main samaya tha,
kaise main bataun tumhe
kaise use paaya tha,
pyaar ke chehre pe bikhri jo zulphen
to aisa lagta tha jaise kohre ke peechhe
ek oss main dhula hua phool khila hai
jaise badal main ik chaand chhupa hai
aur jhaank raha hai
jaise raat ke parde main
ek savera hai roshan roshan
aakhon main sapnon ka saagar
jismain prem sitaron ki chaadar
jaise jhalak rahi hai
lahron lahron baat kare to jaise moti barse
jaise kahin chandi ki payal goonjey
jaise kahin sheeshe k jaam girey
aur chhann se tootey
jaise koi chhip ke sitaar bajaye
jaise koi chaandni raat main gaye
jaise koi hoole se paas bulaye

kaisi meethi baatain thee
vo kaisi mulakaatein thee
vo jab maine jaana tha

Nazron se kaise pighalte hain dil
aur aarzoo paati hai kaise manzil
aur kaise utarta hai chaand zameen par
kaise kabhi lagta hai swarg agar hai
to bas hai yahin par

[B]usne bulaya mujhe, aur samjhaya mujhe
hum jo mile hain, hamain aise hi milna tha
gul jo khile hain, unhe aise hi khilna tha
janmo ke bandhan, janmo ke rishtey hain
jab bhi hum janme to hum yahin milte hain
kaanon main mere jaise, shahed sa ghulne lage[/B]

[I]khwaabon ke dar jaise aakhon main khulne lage
khwaabon ki duniya bhi kitni haseen aur
kaisi rangeen thee khwaabon ki duniya
jo kahne ko thee par kahin bhi nahi thee

khwaab jo toote mere, aankh jo khuli meri
hosh jo aaya mujhe
maine dekha maine jaana
vo jo kabhi aaya tha, nazron pe chhaya tha
dil main samaya tha, ja bhi chuka hai
aur dil mera ab hai tanha tanha[/I]

na to koi armaan hai, na koi tamanna hai
aur na koi sapna hai
ab jo mere din aur ab jo meri ratain hain
unmain sirf aansoon hain
unmain sirf dard ki, ranj ki batain hain
aur faryaadein hain
mera ab bhi koi nahi
main hoon aur khoye
hue pyaar ki yaadein hain

Wounded Healer Monday, January 08, 2007 08:28 PM

uthna teri chaukat se, aur sauch ke ye rukna
jayein to kidhar jayein, pachta ke phir aana hai

haan aarzo achcha hai, jo aur bhi dukh jhailo
samjhaya hai jab tum ko, kehna nahein maana hai

-------------------------------------------

tu idhar udhar ki na baat kar, ye bata ke kaafla kyoon lutta
mujhe rahzan se gharaz nahein, teri rehbari ka sawaal hai

I M Possible Monday, January 08, 2007 11:21 PM

[B]Lehjay Se Uth Rahi Thi ikk Dard Ki DastaaN
Chehra Bata Raha Tha K Sab Kuch GaNwaa Dia [/B]

Wounded Healer Monday, January 08, 2007 11:51 PM

[QUOTE]Lehjay Se Uth Rahi Thi ikk Dard Ki DastaaN
Chehra Bata Raha Tha K Sab Kuch GaNwaa Dia [/QUOTE]

good one ji............

saucha tujhe, dekha tujhe, chaha tujhe, pooja tujhe
meri khata meri wafa, teri khata kuch bhi nahein

Last Island Tuesday, January 09, 2007 03:37 AM

[B]Teri Jaisi Ankhon Walay Sahil Par Jab Atay Hain
To Lehrain Shor Machati Hain , Lo Aj Samandar Doob Gaya[/B]

Mazher Tuesday, January 09, 2007 11:42 AM

uss ki aankhon ko kabhi ghor say dekha hay Faraz
Ronay walon ki tara jag-nay walon jaisi

-------------------------------------

[B][I][COLOR=magenta]sab k honto pay tabassum tha meray qatl k baad[/COLOR][/I][/B][COLOR=magenta]
[I][B]janay kia soch k rota raha qatil tanha[/B][/I]
[B][/B]
[/COLOR][COLOR=black][B][I]-------------------------------------[/I][/B][/COLOR]
[COLOR=black][/COLOR]
[B][I][COLOR=darkslategray]tera wajood b sach hay magar hamein tujh say[/COLOR][/I][/B][COLOR=darkslategray]
[I][B]wo ishq hay k tujay soch k he mar jaein[/B][/I][/COLOR]

Wounded Healer Tuesday, January 09, 2007 04:33 PM

jab pii ke bahut us din, hum mun ke bal gire
logoon ne kaha keh muttaqi sajde mein para hai
jab sajde mein gaye toh logoon ne kaha keh
zalim ne pii hai bahut, madhosh para hai

Mazher Tuesday, January 09, 2007 05:14 PM

[COLOR="Red"][B]meray saath chalnay k shoq mein badi dhoop sir pay uthhaey ga
tera naak naqsha hay mom ka kahin gham ki aag gula na day[/B][/COLOR]


04:28 AM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.