CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   Urdu Poetry (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/poetry-literature/urdu-poetry/)
-   -   Share your favourite shair (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/poetry-literature/urdu-poetry/1571-share-your-favourite-shair.html)

NOUMAN Monday, November 21, 2005 12:46 AM

Share your favourite shair
 
jeenay kee arzooo may maray ja rahay hain log
mernay kee arzoo may jeeyay ja raha hoon may

rubab umer khan Friday, January 20, 2006 07:43 PM

aik shair
 
aik shair for da ladies of da forum

AURUT KO KABHEE HAIJ SUMUJHNA NA KHUDARA
AURUT KABHEE MARYUM KABHEE HAWA KABHEE ZAHRA


SELF-CONTENTMENT IS ONLY WITH THE REMEMBRANCE OF ALLAH

Mr Ghayas Thursday, May 18, 2006 01:38 PM

Share your favorite Shair
 
[CENTER][FONT=Courier New][SIZE=3][COLOR=blue][/COLOR][/SIZE][/FONT]
[FONT=Courier New][SIZE=3][COLOR=blue]------------------------------------------[/COLOR][/SIZE][/FONT]
[FONT=Courier New][SIZE=3][COLOR=blue][/COLOR][/SIZE][/FONT]
[FONT=Courier New][SIZE=3][COLOR=blue]bazicha-e-atfaal hey dunia mere agey[/COLOR][/SIZE][/FONT]
[FONT=Courier New][SIZE=3][COLOR=blue]hota hey shab-o-roz tamasha merey agey[/COLOR][/SIZE][/FONT]
[FONT=Courier New][SIZE=3][COLOR=blue][/COLOR][/SIZE][/FONT]
[FONT=Courier New][SIZE=3][COLOR=blue]------------------------------------------[/COLOR][/SIZE][/FONT]
[/CENTER]

RAAZIA Thursday, May 18, 2006 07:13 PM

the fav!
 
[COLOR="Magenta"]na jaana door kaheen, ab youn jaan le k meri
bas aik tu hai jahaan main, lay day k meri[/COLOR]

Rejuvenated Thursday, May 18, 2006 09:12 PM

Wo Chala Gaya Mujhay Chor K Magar Apni Yaad Bhee Day Gaya
Main Khara Hoon Kaisay Makam Per Na Firak Hai Na Weesal Hai

Argus Thursday, May 18, 2006 10:15 PM

[CENTER]
[SIZE=3][COLOR=Navy][B][B]Wa Ahsana Min ka Lam Tara-Qatto Aiy Nee[/B][/B]
[/COLOR][/SIZE] [SIZE=3][COLOR=Navy][B][B]Wa Ajmala Min ka Lam Ta-li-Din Nisa-oo[/B][/B][/COLOR][/SIZE][/CENTER]

[CENTER][SIZE=3][COLOR=#000000][FONT=book antiqua][CENTER][O Messenger of Allah!] My eyes have not seen anyone as beautiful as you[/CENTER]
[/FONT][/COLOR][/SIZE][/CENTER]
[SIZE=3]
[/SIZE] [CENTER][SIZE=3][COLOR=#000000][FONT=book antiqua][CENTER]How could it when, none like you has been born[/CENTER]
[/FONT][/COLOR][/SIZE][/CENTER]

[CENTER][SIZE=3][COLOR=Navy][B][B]Kholiq-ta Mu-barra-am-min Kulli 'Aiybinn[/B][/B][/COLOR][/SIZE][/CENTER]
[CENTER][COLOR=green][B][COLOR=red][B][SIZE=3][COLOR=Navy]Kaa-an-naka Qad Khuliqta Kama Tasha-oo[/COLOR][/SIZE]
[/B][/COLOR][/B][/COLOR][/CENTER]
[CENTER]
[FONT=Book Antiqua][SIZE=3]Allah has preserved you from every defect[/SIZE][/FONT]
[/CENTER]
[SIZE=3]
[/SIZE] [CENTER][COLOR=#000000][FONT=book antiqua][CENTER][SIZE=3]Allah has created you as if your creation was directed by you(SAW)[/SIZE]
[/CENTER]
[/FONT][/COLOR][/CENTER]
[CENTER][COLOR=#000000][FONT=book antiqua][CENTER]
[/CENTER]
[/FONT][/COLOR][/CENTER]
[CENTER][COLOR=#000000][FONT=book antiqua][CENTER][SIZE=3][B]Hassan Bin Sabit(RA) [/B][/SIZE]
[/CENTER]
[/FONT][/COLOR][/CENTER]

adnanak Friday, May 19, 2006 11:59 AM

Re: Share your favorite shair
 
Salam to All........

1:
Ja Samundar dakh li tari darya dilliiii
Tishna lub rakha sadaf ko bond pani kay liye


2:
Kah raha tha shor-e-darya say samundar ka sakoot
Jis ka jitna zarf ha utna woh khamosh hai

Regards,
Adnan

Muhammad Adnan Friday, May 19, 2006 12:52 PM

OUS nay kaha tha apna bana kar chooroooon ga
Phir howa b youn ous nay apna bana kar chor b dia

Rejuvenated Friday, May 19, 2006 02:07 PM

dil teray inteezar main aksar
teri ahut say darnay lagta hai
jaisay pani main phool kagaz ka
teertay he bikharnay lagta hai

rabi Friday, May 19, 2006 04:34 PM

most favorite
 
yaqeen apni muhabbat pe aitna hai mughay
meri chahat ko dhiekho ge to laut aaoe ge

Sumera Friday, May 19, 2006 08:20 PM

Na laina naam ae qasid faqat itna hi kah dena
Jinhein tum bhool baithey ho wo aksar yaad karte hein

ashi Sunday, May 21, 2006 02:29 PM

kabhi aisa ho keh ansoo chunany wala koi na ho
aur buhat roonay ko bhi ji chahy to mujh ko yaad ker laina
tum aisa kerna keh gum rehna tumam saal khud main
mager jab khazan ka musam ayiay to mujh ko yaad ker laina

hafizziaullah Saturday, June 10, 2006 04:58 PM

Favourite
 
jany koun duaaoon mein yaaad rakhta hayy

mein dubbta hoon samander uchal daita hay

hafizziaullah Saturday, June 10, 2006 05:02 PM

kyun garde-e-maddam sy gabra na jay dil

insan hoon pyala-o-sagar nahin hoon mein

----------------------

dil hi to hay na sung-o-khisht dard sy bar na aay kyun

rooain gay hum hazar bar koi hamaain saatay kyun

----------------------

qaid-o-hayat oo bande-e-gham asal mein doonon aik hain

moot sy pehlay aadmyy gham sy najat paayy kyun

Nayab ch Saturday, June 10, 2006 05:14 PM

Favourite
 
[CENTER]Khawishoon ka bhi mayar hua karta hai
kaisee khawish hai keh mutthi main samandar hota[/CENTER]

umama Saturday, June 10, 2006 10:12 PM

life lived for others is worth living
 
mujhe se mukhlis nawaqif meray jazbat se tha
us ka rishta to faqat apnay mafadat se tha
ab jo bichra hai to kiya roeen judai pe teri
yeh andesha to humein pehli mulaqat say tha

swan Saturday, June 10, 2006 11:38 PM

kahan jao gay mujy chor k main ye poch poch k thak gai
wo jawab mujh ko na day saka, wo to khud sarapa sawal tha
wo mila to sadion k bad bhi mery lab pay koi gila na tha
usy meri chup nay rula dia, jisy guftago mein kamal tha

sardarzada11 Saturday, June 10, 2006 11:51 PM

Meray na muraad junoon ka hai joo ielaaj koi tu mout hai
Joo dava kay naam pay zehr day usii chara ger key talash hai





Regards,
Sardarzada

Sahban Memon Friday, June 16, 2006 09:20 AM

Laakh Mojoon Mein Gira Hon,
Lekin Dhooba to nahin mein,
Mujhay Sahil say pukaaro,
Kay Zinda Hon Abhi Mein....


Sahban.

Eyeshah Yasin Friday, June 16, 2006 01:50 PM

1. Mumkin hai aisa bhi koi lamha ho tarteeb-e-waqt main
dastak ko taira haath barhay aur maira dar na ho


2. Mazilain bhi uski thi
rasta bhi us ka tha,
saath saath chalnay ka faisla bhi uska tha
phir rasta badalnay ka faisla bhi uska tha
Aaj mein akaila hun tou ye sawal karta hun
sabhe log tou uskay thay
kiya khuda bhi uska tha

-------------------------------------------------

kabhi shakiston k dukh uthaye tou us sey poochoon
Woh meri manand toot jaey tou us sey poochoo
Usse bhi koi sitara mazil sey door kr dai
Usse bhi rasta nazar na aeey us sey poochoon
Safar main woh bhi kisi kare imtihan se guzra
usse bhi yun koi asmayee tou us sey poochoo
Usse mohabbat main kon sa dukh dia hai meinekabhi nazar sey nazar milaye tou us sey poochoo
Meri tarah din charhe Talak wo bhi na soay (coz of css exam )
Usse bhi shab bhar na neend aaey tou us sey poochoon

mishqat Friday, June 16, 2006 02:38 PM

Iqbat tere ishq nay sab bal diye nikal
Muddit sy ya aarzoo thy k seedha kerey koi



wo meri terha riazat tu keray mernay ki
Wo meri terha tamnaaon ko maray tu sahi
Phr mein aik hansty huye Subh usay laa dun ga
Raat mere liye wo ru ker ghuzaray tu sahi

111 Friday, June 16, 2006 03:07 PM

[B][COLOR="Sienna"]Yaa tera tuzkira karey hur shakhus
Yaa koi hum sae guftugu naa karey[/COLOR][/B]

misbahazmat Saturday, June 17, 2006 06:04 PM

my own
 
choriey naam main kia rakha hai
ke meri pehchan main khud hon

Muhammad Akmal Saturday, June 17, 2006 07:45 PM

میر
 
[b][size="3"]سخت کافر تھا جس نے پھلےمیر
مذھب عشق اختیا ر کیا [/size][/b]

angelfalls Saturday, June 17, 2006 08:20 PM

Mein khud zameen hoon magar zarf aasmaan ka hai

Keh toot ker bhi mera hosla chattaan ka hai

Bura na maan, meray hurf zehr zehr sahee

Mein kia keroon keh yehee zaiqaa zubaan ka hai



Regards,
angelfalls!!

Muhammad Akmal Saturday, June 17, 2006 09:49 PM

دلھن
 
[size="4"][b]جس کے ماتھے پھ نئ صبح کا جھومر ھو گا
ھم نے اس وقت کی دلھن کو بھت یاد کیا ھے[/b][/size]

Eyeshah Yasin Saturday, June 17, 2006 09:54 PM

Ahmad Faraz kehtay hain
 
us ko chaha bhi par izhar na krna aaya
kat gayee umr saree humain piyar na karna aya
us nay manga jo kuch tou judai mangi
hum thay k humain inqar na krna aaya

Aristotle Saturday, June 17, 2006 11:44 PM

1 Attachment(s)
[COLOR="SeaGreen"][B][I]Zindagi Tuj Bin Ulfath Si Lagthi Hai,
Ek Pal Ki Juddai Muddath Si Lagthi Hai,
Pahle Nahi Ab Sochte Hai Hum,
Har Lamhe Teri Zaroorath Si Laagthi Hai[/I][/B][/COLOR]

--------------------------------------------

[COLOR="Magenta"][I][I][B]Kuch pal hi baaki hain, intezaar hai tanhai ka
Kuch pal ki muskan hai, intezaar hai judaii ka
Jaate-jaate mudkar dekhe, bas itni farmaish hai
Ho sake to yaad rakhle, yahi dil ki khwahish hai.[/B][/I][/I][/COLOR]

spiritless_conquest Saturday, September 23, 2006 05:58 PM

Jo Main Nai Kaha Kai Pyar Ata Hai Mujh Ko Tum Pai.
Hans Kai Kehnay Lagay,aur App Ko Ata Hai Kia.

I M Possible Saturday, September 23, 2006 09:03 PM

[COLOR="Purple"][/COLOR][B]Kabhi to baras akbar-e-meherbaan ki tarhan
Mera wajood hai jaltay huay makaan ki tarha
Kabhi to soch k kitna azeem tha wo shahks
Jo bich gaya tere kadmoun main asmaan ki tarha[/B]

Qurratulain Saturday, September 23, 2006 10:09 PM

Hoon agar khud nagar-o-khud-gar-o-khud-geer-e-khudi
Yeh bhi mumkin hai kay tu maut se bhi na mar sakay.

Argus Monday, September 25, 2006 09:18 PM

Mein Jo Sr Basijada Hoova Kabi Tu Falak Sey Aanay Lagi Sada
Tera Dil Tu Hai Sanam Aashnaa Tujhay Kia Milay Ga Namaaz Mein

Qurratulain Thursday, October 12, 2006 12:20 AM

[COLOR="Blue"][size="3"]Le saans bhi ahista kay nazuk hai kaam bohat
Aafaq ki iss kargah-e-shisha gari ka[/size][/COLOR]

Miss_Naqvi Thursday, October 12, 2006 02:44 AM

[COLOR="blue"][B]Niga-hay Mard-e-Momin say badal jaati hain taqderain
Jo ho Zooq-e-Yaqee paida tu kut Jati hain Zanjeerain.[/B][/COLOR]


Q yeh sehar angaiz tabassum, mad-e-nazar jub kuch bhi nahin
Hai! koi anjaan agar is dhookey main aaiye tu.....................
Nadani aur majboori main yaroo kuch tu farq karoo,
Ik bay-bus insaan karay kia toot kay dil aa jaiye tu...........

sara_khan Thursday, October 12, 2006 02:54 AM

Girtey hain shahsawar he maidaan-e-jung main
wo tufl kya giren gay jo ghutnon kay bal chalen
maa salam

Sureshlasi Thursday, October 12, 2006 03:18 AM

Manzilain Bhi Usse Ki Thein
Rasta Bhi Usse Ka Tha
Ek Main Akela Tha
Kafla Bhi Usse Ka Tha
Saath Saath Chalne Ke Khuwaish Bhi Usse Ki Thi
Phir Rasta Badlne Ki Soch Bhi Usse Ki Thi
Ajj Main Kyun Akela Hoon? Dil Sawal Karta Hai
Kia Khuda Bhi Usse Ka Tha?

irum Thursday, October 12, 2006 09:52 AM

Kabhi zindagii se gila kar k roy
Kabhi moot ki hum dua kar k roy
Ajab silsia hay namaz-e-mohabbat ka
Qaza kar k bhi roy, Ada kar k bhi roy

-------------------------------------

Shab ha khamosh kai sadiyu see,chand kirnoo ko batata ho gaa
ma nay samja tha sumander tum ko,tha ka matlab tu tumhain ata hoo ga

FRIEND Thursday, October 12, 2006 12:41 PM

Khudkashe
 
[QUOTE=Qurratulain]Hoon agar khud nagar-o-khud-gar-o-khud-geer-e-khudi
Yeh bhi mumkin hai kay tu maut se bhi na mar sakay.[/QUOTE]


MARNAA HAY BUHATT AASAAN,JAB BHE CHAHOU,
JEENAY MEIN DUSHWAREE BUHATT HAY,
A MUHABATT KARNAY WALOU,YE YAD RAKHNAA,
YE JEETEE KAMM,ORR HAREE BUHATT HAY.

Najabat Thursday, October 12, 2006 03:26 PM

[B][COLOR="Navy"]Bus yunhi Dil ko tawaqqa si hay tugh say warna
Janta hoo kay muqaddar hay mera Tanhaii![/COLOR][/B]

sania Thursday, October 12, 2006 06:54 PM

[B]Mai to Tujhy alam-e-asiya mai bi paa laita hoo[/B]
[B]log khty hain k hai alam-e-bala Tera[/B]

[B]----------------------------------------------[/B]

[B][COLOR=green]un se jo kehne gaye thay faiz jaan sadqa kiye[/COLOR][/B][COLOR=green]
[B]un kahi he reh gai wo baat so baton ke bad[/B]

[/COLOR][COLOR=black][B]-----------------------------------------------[/B][/COLOR]

[COLOR=blue][B]abhi talak to na kundan hue na rakh hue[/B]
[B]hum roz apni aag mein jal ke dekhtey hein[/B][/COLOR]


02:10 AM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.