CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   Urdu Poetry (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/poetry-literature/urdu-poetry/)
-   -   Share your favourite shair (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/poetry-literature/urdu-poetry/1571-share-your-favourite-shair.html)

Muskan Ghuman Thursday, October 12, 2006 07:49 PM

[B][COLOR="Purple"]Talash-e-manzil kay marhaloun mai yai hadisa eik ajeeb dhaika
Faraib rahoun mai baith jata hai soort-e-aitbaar bann kar[/COLOR][/B]

myselfazm Monday, October 16, 2006 07:20 PM

Sabhi doston ko pyaar bhara namaskaar....

I like this sher...

"Meri ruh kee haqeekat mere aansuo se poocho,
Mera majlisee tabassum mera tarjumaan nahin hai.

born-authentic Friday, November 03, 2006 12:43 PM

Saagar
 
Ab mulaaqaat mein vo garm-e-jazbaat kahan
ab tu rakhne vo mohabbat ka bharam aate hain
chashm-e-Saaghar hai ibadat k tasavor mein sada
Dil k Qabay mein khayalon k sanam aate hain

last_resort Friday, November 03, 2006 07:42 PM

dear frenz for u only,
Its by Sahir:
main zindgi ka saath nibhata chala gya
her fikar ko duhain main urata chala gya
barbadion ka sog manana fazool tha
barbadion ka jashan manata chala gya
gham oor khushi main farak nah mahsoos ho jhan
main dil ko us maqam pay lata chala gya

sania Friday, November 03, 2006 07:49 PM

[B]mery hathoon kay nakshay main meri mehroomiuoon ki dastanain hain..

buhat say un kehay lufzoon ka qarzaa bhi meri sansoon main shamil hay...
[B][/B][/B]

heramosh Friday, November 03, 2006 10:26 PM

aik shair
 
kisee ser nagoon se shakh pay bana laingay aashiyaana
na bolund hogee shakh na geray ga aashiyaana

Enlightened Friday, November 03, 2006 10:32 PM

Here are some ashaars from one of my favorite ghazal:

Tujay kia khabar meray humsafar
Mera Marhala koi aur hai
Mujay manzilo say guraiz hai
mera rasta koi aur hai
.
.
.
woh raheem hai woh kareem hai
woh nahee keh zulm sada karay
Hai Yaqeen zamanay ko dekh kar
keh yaha khuda koi aur hai
.
.
.
may chala kaha say khabar nahee
keh safar may hai meree zindagee
.
.
.

Anyways, I hope u guys like them.

sanam Friday, November 03, 2006 11:55 PM

kuj rawaan vi okhiya sen kuj gal vich ghem da toq vi si
kuj saher da lok vi zalim sen kuj sanu maren da shok vi si

-------------------------------

Suna ha vo hama bhul jana laga hain
To kia hum unha Yad ana laga hain

--------------------------------

Tum bi hansty rahtay ho,
Hum bi hanstay rahtay hain,
gham dilon main paltay hain,
or pata nahi chalta...
Kitna hi zamano se,
Kitna hi makano main,
Roshni nahi hoti,
or khabar nahi hoti...
Tum bin jee na paine ge,
hum aksar yahi kahtay thay,
Tum bin jeetay rahtay hain,
Or pata nahi chalta....

I M Possible Saturday, November 04, 2006 10:13 AM

[B]Jo rukay to koh-e-giran thay hum jo chalay to jaan se guzar gayay
Rah-e-yar hum ne kadam kadam tujhay yadgaar bana dia[/B]

ateeqa Saturday, November 04, 2006 02:40 PM

na thi humari kismat ke wisaley yaar hota
agar aur zinda rehtey to yehi intezar hota
teray waadey pe jiye to yeh jhoot jaana
khushi se mar na jatey agar aitebar hota


02:18 PM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.