Apnay lahoo say mohabat kasheed karta hoon
[B]Apnay lahoo say mohabat kasheed karta hoon
rasm-e-wafa ko apni zara jadeed karta hoon meray hisay ka sawaan jab baikaif hota hay tu apnay answoon say mausam shadeed karta hoon Masloob hona ehad-e-wafa mein shaamil hay roz apnay ghar is ehad ki tajdeed karta hoon teray khialoon ka mahwar koi aur bun gia hay Mein kion ab bhi tera khial mazeed karta hoon Shab-e-gham ab dam torti ho ge qamar Nai sehar, naiay daur ki naveed karta hoon [/B] |
02:09 PM (GMT +5) |
vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.