CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   Urdu Poetry (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/poetry-literature/urdu-poetry/)
-   -   "Waqt" by Abdussamad Chaudhary (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/poetry-literature/urdu-poetry/36547-waqt-abdussamad-chaudhary.html)

Abdussamad Chaudhary Thursday, July 22, 2010 02:02 PM

"Waqt" by Abdussamad Chaudhary
 
Beete dino ka pachtava to azaab hota hai,
Par jate dino ka adraak bhi nayaab hota hai.

Suhana hai ye waqt k so to skte hein,
Umar hai aisi, barra har khaawb hota hai.

Lae gi zimadari, jb khawbon ki taabir nikle gi,
Hota ha bohat ehm, har kam phr be-hisaab hota hai.

Koi b waqt hota nahi haal se acha,
Mustaqbil to hamesha ek suraab hota hai.

Azmaesh hai ye dunia, hr ek ko hai taklif,
Kahan har ek ko muyassar Bistar-e-gulab hota hai.

Jo bhi krna hai SAMAD, aaj he krna hai,
Baad-azaan to waqt yaadon ki kitaab hota hai.

Beete dino ka pachtava to azab hota hai,
Par jate dino ka adraak b nayaab hota hai.

By: ME (SAMAD)


-----------------------------------------


Dear All,

Please comment on it as I am not a perfect poet and need suggestions for improvement. I need special attention of senior poets as critics.
Thanks a lot.

Furthermore, if you have said your poems with the same theme and idea then please let us read by posting that valueable poem here.
Thanks a lot.

seep Thursday, July 22, 2010 03:55 PM

[QUOTE=chabdussamad;201553]Dear All,

Please comment on it as I am not a perfect poet and need suggestions for improvement. I need special attention of senior poets as critics.
Thanks a lot.[/QUOTE]

the word used in second line adraak it means ginger.correct me if i m wrong.

6561 Thursday, July 22, 2010 03:57 PM

@ Samad.......
well its a nice one.... I liked it espicaly
Beete dino ka pachtava to azaab hota hai,
Par jate dino ka adraak bhi nayaab hota hai.

Abdussamad Chaudhary Thursday, July 22, 2010 04:08 PM

@6561
your love my bro. Thanks/Navazish.

@seep
just to avoid such confusion I used 2 "aa" in the words. "Adraak" means "to perceive/perception, to acknowledge".
It means that it is hard to acknowledge the importance of present or the time which, just, is passing away or every passing second.

Faisal86 Sunday, September 16, 2012 04:02 PM

[[QUOTE]QUOTE=Abdussamad Chaudhary;201535]
Beete dino ka pachtava to azaab hota hai,
Par jate dino ka adraak bhi nayaab hota hai.

[B]Suhana hai ye waqt k so to skte hein,[/B]
Umar hai aisi, barra har khaawb hota hai.

Lae gi zimadari, jb khawbon ki taabir nikle gi,
Hota ha bohat ehm, har kam phr be-hisaab hota hai.

Koi b waqt hota nahi haal se acha,
Mustaqbil to hamesha ek suraab hota hai.

Azmaesh hai ye dunia, hr ek ko hai taklif,
Kahan har ek ko muyassar Bistar-e-gulab hota hai.

Jo bhi krna hai SAMAD, aaj he krna hai,
Baad-azaan to waqt yaadon ki kitaab hota hai.

Beete dino ka pachtava to azab hota hai,
Par jate dino ka adraak b nayaab hota hai.

By: ME (SAMAD)
[/QUOTE]
-----------------------------------------


You really were not an ordinary man Samad. The views presented by you speak volumes of your character. "Suhana hai ye Waqt K so to Sktay hain"

Raz Monday, September 17, 2012 03:23 AM

[QUOTE=Abdussamad Chaudhary;201535]Beete dino ka pachtava to azaab hota hai,
Par jate dino ka adraak bhi nayaab hota hai.

Suhana hai ye waqt k so to skte hein,
Umar hai aisi, barra har khaawb hota hai.

Lae gi zimadari, jb khawbon ki taabir nikle gi,
Hota ha bohat ehm, har kam phr be-hisaab hota hai.

Koi b waqt hota nahi haal se acha,
Mustaqbil to hamesha ek suraab hota hai.

Azmaesh hai ye dunia, hr ek ko hai taklif,
Kahan har ek ko muyassar Bistar-e-gulab hota hai.

Jo bhi krna hai SAMAD, aaj he krna hai,
Baad-azaan to waqt yaadon ki kitaab hota hai.

Beete dino ka pachtava to azab hota hai,
Par jate dino ka adraak b nayaab hota hai.

By: ME (SAMAD)


-----------------------------------------


Dear All,

Please comment on it as I am not a perfect poet and need suggestions for improvement. I need special attention of senior poets as critics.
Thanks a lot.

Furthermore, if you have said your poems with the same theme and idea then please let us read by posting that valueable poem here.
Thanks a lot.[/QUOTE]

[COLOR=black][FONT=Verdana]Hamary dukh sy ziada ap ky chahry ki muskrahat bari pyari thii apny Khaliq ky pas jaty waqt. Ap apni fatah py muskraty huwy is fani dunia sy rishta tor gae aur Haqeqi Malik ky pas chaly gae. [/FONT][/COLOR]
[COLOR=black][FONT=Verdana]Victorious smile on his face in his funeral video proves the worth of a SHAHEED Jawan.[/FONT][/COLOR]


06:55 AM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.