Aakhir ummed k bhi diye sab bujha diye
[I][B][SIZE="4"][COLOR="Purple"]Aakhir ummed k bhi diye sab bujha diye
kya kya sitam nawaaz nay ghum jaan pay dha diye saamaan kya mila hai bata is makaan say kuch khuwab zard phool kitaab-e-wafa diye meri zara si bhool ko largrzish bana diya yun mera ghar jala k tujhay kya mila diye asbaab kya liya hai andhiron k waastay main ne sawaal pucha tu us ne kaha diya mujh ko bujha gai theen zamanay ki aandhiyan tujh para hawa ka hath tha tu kyun bujha diya ? shaam-e-wisaal aai tu mehakti hawaaon nay shaakhon se phool lay k zameen par bicha diya tu bhi aseer-e-ishq hai itni se baat ko tu ne quboolnay main zamaanay laga diya ghabra gaya tha dekh k apni nigaarishein main ne kitaab-e-zeest k purzay uraa diya ... [/COLOR][/SIZE][/B][/I] |
01:34 AM (GMT +5) |
vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.