CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   Urdu Poetry (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/poetry-literature/urdu-poetry/)
-   -   Ashar (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/poetry-literature/urdu-poetry/5527-ashar.html)

Najabat Tuesday, December 12, 2006 01:36 PM

[B]Tar Daamni pay shaikh hamari na jayioo
Daaman nichoor dain tou Farishtay wazoo karay![/B]

Fouzia Malik Awan Wednesday, December 13, 2006 12:45 AM

ab band muthi mein andheroun ki haqomat hey
mujhay hatheli per jugnoun ko chupa lenay ki adat the
mein onko daal k dana bout masroor rehti the
mujhay aangan ki chhireyoun say dua lenay ki adat the

farooq_haider22 Sunday, December 17, 2006 04:40 PM

milien hum kabhi tou ase ky hejab bhool jay,
main sawal bhool jaon tou jawab bhool jay.
jo kabhi tou perhny baithy mujy herf herf dekhay,
teri ankhain bheeg jaien to kitab bhool jay.
tere zehin per ho havey mer souch is tarah se,
ke tou apni zindagi ka ye nesab bhool jay.
mujy gam tou day raha mager is pay chahta hai,
main hesab rakh na paon tou hesab bhool jay.

farooq_haider22 Sunday, December 17, 2006 04:47 PM

[COLOR="Blue"][B]bewaja kisi ko sataya nahi kerty,
hudse zayada kisi ko tarpaya nahi kartay.
jinki sansainchalti hon apkay dum say,
unhain apny dedar ke liye rulaya nahi kerty. [/B][/COLOR]

samina Monday, January 15, 2007 04:56 PM

Tumhi ko chahtey hain aur tumhi sey piyaar kertay hain,
yehi AADAT hai bersoun sey aur addat kab badalti hai

farooq_haider22 Monday, February 12, 2007 09:28 PM

[B]be-khofo khater kood para atishy namrood main ishq,
aqal hai mehwy tamasha lab-e-baam abhi.
[/B]


10:56 AM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.