View Single Post
  #73  
Old Wednesday, February 15, 2017
civilengineer92's Avatar
civilengineer92 civilengineer92 is offline
Senior Member
 
Join Date: Dec 2015
Posts: 267
Thanks: 81
Thanked 85 Times in 62 Posts
civilengineer92 is on a distinguished road
Default

Better late than never.. good decision

Sent from my SM-N9005 using Tapatalk

Mjhy herat hai k log is faisly pr tanqeed kr rahe hn.. hum apni roz mra zindagi men kitni engkish bolty hn? 12 men se sirf aik foreign service ko english men communicate krna hota hai aur wo academy men seekhi ja skti hai.. DMG, PSP etc ne awam se communicate krna hai aur awam english nahi bolti.. even inki meetings men puri guftgu urdu men hoti hai aur summary english men nikalty hn.. dunya ki 5000 saal ki recorded history men koi qom aisi nai jis ne ksi dosry ki zuban men taraqqi ki ho.. hum foreign language men bt smjh to skty hn lekn creative nai ho skty... aur jo zuban hum bolty hn wo seekhna asan hai us zuban se jo humary muashry men boli hi na jati ho.. Pakistan men 2 english news channels shuru huy thy aur 1.5 saal baad bnd ho gye q k English hmari zuban nai hai.. ye sirf aam awam aur elite class men aik fasla rkhny ka zriya hai aur bus... humary colleges, univ men sb subjects yad english men krny hoty hn lekn smjhany k lye urdu hi boli jati hai... time lgy ga lekn InshAllah kuch saalon men system is k mutabiq adjust jo jaye ga

Sent from my SM-N9005 using Tapatalk

Quote:
Originally Posted by RMKamran View Post
haha. baja farmaya quantum sahab apne. beyshak urdu humari mojib e nazar r har dil azeez zuban ha, magr isko baraoy kaar la k hum duniya sy muqakabla ni kr sktay. kuch log Urdu k faiz o ny p kafi hashshah bashashah nazar a ry hen magr wo ye ni smjtey k asal bat apney nazriyaat ahsan andaz ma beyan krna e aqalmandi ha r hazrat jis mulk ki numaindagi kr ry hon os mulk k nazriyat ki akasi osi zuban ma mumkin ha jis ko dosri qomiat k afraad b smjh paein.

jazba e hubul watni hum sb p shafaaf pani ki trah afkaar ha r hum sb is ki ahmiat o afaqiat sy itefaaq b krty hen. magr yahan hasil e behis duniya sy muqakabla kr k osy maat dena ha r wo osi surat ma paya e takmeel ko ponch skta agr hum bainal laqwami zuban jo k angraizi ha osko raij rehny dein.

log jan kr b anjaan bany bethy hen. zahey naseeb
Dunya se muqably k lye english zruri nai.. iran ne 30 saal qabl apni zuban english se farsi ki aur tmam kutub ka farsi men tarjuma kiya aur us k baad hi unki qom se nobel prize winners ya nominees niklna shuru huy hn.. muqably k lye creative ideas chahiyen jo kbhi b foreign language men nai a skty.. han ye yak dum nai ho skta.. 3 saal ka waqt diya jana chahie k traslation bureau ko fa'al kiya jaye aur tmam kutub ka urdu men trjma kiya jaye.. l

Sent from my SM-N9005 using Tapatalk
Reply With Quote