View Single Post
  #75  
Old Wednesday, February 15, 2017
naheed Akhtar's Avatar
naheed Akhtar naheed Akhtar is offline
Senior Member
 
Join Date: Aug 2015
Location: Sukkur-Sindh
Posts: 127
Thanks: 49
Thanked 89 Times in 55 Posts
naheed Akhtar is on a distinguished road
Default

Quote:
Originally Posted by RMKamran View Post
haha. baja farmaya quantum sahab apne. beyshak urdu humari mojib e nazar r har dil azeez zuban ha, magr isko baraoy kaar la k hum duniya sy muqakabla ni kr sktay. kuch log Urdu k faiz o ny p kafi hashshah bashashah nazar a ry hen magr wo ye ni smjtey k asal bat apney nazriyaat ahsan andaz ma beyan krna e aqalmandi ha r hazrat jis mulk ki numaindagi kr ry hon os mulk k nazriyat ki akasi osi zuban ma mumkin ha jis ko dosri qomiat k afraad b smjh paein.

jazba e hubul watni hum sb p shafaaf pani ki trah afkaar ha r hum sb is ki ahmiat o afaqiat sy itefaaq b krty hen. magr yahan hasil e behis duniya sy muqakabla kr k osy maat dena ha r wo osi surat ma paya e takmeel ko ponch skta agr hum bainal laqwami zuban jo k angraizi ha osko raij rehny dein.

log jan kr b anjaan bany bethy hen. zahey naseeb


Wahhh

Aap to pahlay e saleees Urdu m baat kr skte hen lihaazaa hum jese logon ko bht mihnat ki zarurat hy....
__________________
'fa inna ma'al usri yusra.'
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to naheed Akhtar For This Useful Post:
RMKamran (Wednesday, February 15, 2017)