View Single Post
  #139  
Old Sunday, February 13, 2011
Armghaan's Avatar
Armghaan Armghaan is offline
Member
 
Join Date: Jan 2011
Location: hairan gali pareshan road :P
Posts: 63
Thanks: 116
Thanked 72 Times in 40 Posts
Armghaan is on a distinguished road
Default

Quote:
Originally Posted by Last Island View Post
Hazrat Isa AS aasman pe uthaye gaye hain aur aasmanon pe umar barha nahi kerti.

Ashab e Kahaf ka qissa yeh hai keh us ghar main waqt ko rok diya gya hai. Aik baar jab wo neend se bedaar huay thay to kai sau saal guzar gaye thay aur un Ashab ko mehsoos hua tha keh chund ghantay so ker uthay hain.

Imam Mehdi AS AGAR peda ho chukay hain to wo kisi ghaar main posheeda nahi hain. He just disappeared.

Hazrat Isa AS k baray main hum jantay hain wo kahan hain. Ashab e Kahaf ke baray main bhi jantay hian keh wo aik ghar main lekin hum un tak ja nahi saktay. Phir Imam Mehdi AS ke baray main koi kyun nahi janta?
wah gi wah.. ap ka sawal ap k jawab mei hi hae.. hazrat esa ka jab zahoor ho sakta ha paidiash k bad to offcourse Imam mehdi ka zahoor bi ho sakta ha aftr his birth..
and thr are thousands of references on this.
bas muje apki samajh agaye. am no more gettin into this
__________________
tu usay apni tmanaon ka markz na bana..!!
chand to harjai ha har ghar main utar jata hai.....