View Single Post
  #140  
Old Sunday, February 13, 2011
Stunner's Avatar
Stunner Stunner is offline
PHILOSOPHER
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Jan 2010
Location: Lahore ..
Posts: 659
Thanks: 847
Thanked 800 Times in 373 Posts
Stunner is just really niceStunner is just really niceStunner is just really niceStunner is just really niceStunner is just really nice
Default

Quote:
Originally Posted by Last Island View Post
Hazrat Isa AS aasman pe uthaye gaye hain aur aasmanon pe umar barha nahi kerti.

Ashab e Kahaf ka qissa yeh hai keh us ghar main waqt ko rok diya gya hai. Aik baar jab wo neend se bedaar huay thay to kai sau saal guzar gaye thay aur un Ashab ko mehsoos hua tha keh chund ghantay so ker uthay hain.

Imam Mehdi AS AGAR peda ho chukay hain to wo kisi ghaar main posheeda nahi hain. He just disappeared.

Hazrat Isa AS k baray main hum jantay hain wo kahan hain. Ashab e Kahaf ke baray main bhi jantay hian keh wo aik ghar main lekin hum un tak ja nahi saktay. Phir Imam Mehdi AS ke baray main koi kyun nahi janta?
Ashab e Kahaf agar soye thay, to ye to nahin kaha gya k unki umar kam ho gaii thi .. Wo jitni dair soye un ki umar mein count hua ho ga wo time .. Like agar koi coma mein jaaye to jitni dair wo coma mein rahay uski age ruk jaaye gi kya .. ?
Imam Mehdi agar paida ho chukay hain jaisay k ehal e tashee k hawalay se 800 kuch hijri mein, to unki age ab tak kitni ho chuki ho gi .. Phir ye to hadees se tazad hai jis mein unki age 40 tak ho gi bataya gya hai ..
__________________
You Have To Keep Breaking Your Heart Until It Opens .. !! Rumi ..