View Single Post
  #2  
Old Monday, February 14, 2011
mhmmdkashif mhmmdkashif is offline
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Oct 2006
Posts: 1,549
Thanks: 618
Thanked 1,122 Times in 674 Posts
mhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud of
Default

Mujhe commixing of genders ke muamle main jo ulema kee baaten hain in main thori confusion hai. Main ulema kee baatoon ko sirey se reject nahin karta, magar roohani tor pe kaha jaata hai ke kis insaan ko duniya main aana hai, woh kahan paida hoga, us ke parents kon honge, kon kon se couples duniya main banen ge waghera yeh sab cheezen Allah (SWT) ne pehle se te kee hui hain. Jab ke dunyavi tor pe yeh muamlat jis tarah se ho sakte hain us muamle main ulema kaa nazariya behad sakht hai aur woh yahan tak kehte hain ke "jins-e-mukhalif" ko aik nazar parne ke baad doosri baar dekhna tak haram aur "daira-e-islam" se ikhraj ke nazdeek gunah hai . Ab agar dekhna tak gunah hai to yeh sab jo Allah (SAW) ne pehle se te kiya hua hai woh kis tarah khush asloobi se mumkin ho sake gaa?? Koi specific examples to is silsile main dee jaa sakti hain ke kuch Allah ne nek bandoon ne is tarah se yeh muamlat niptae waghera, magar aisi cheez ko poori society ke liye kis tarah se workable banaya jaa sakta hai??

I know this is not the rite place to initiate such things, but still, I would like to see how member of this forum opine about it .
__________________
The precondition for existence of a higher humanity is not the state, but the nation possessing the necessary ability.
Reply With Quote