View Single Post
  #3  
Old Monday, February 14, 2011
Invincible's Avatar
Invincible Invincible is offline
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Oct 2006
Location: Karachi.
Posts: 1,628
Thanks: 1,011
Thanked 1,572 Times in 792 Posts
Invincible has much to be proud ofInvincible has much to be proud ofInvincible has much to be proud ofInvincible has much to be proud ofInvincible has much to be proud ofInvincible has much to be proud ofInvincible has much to be proud ofInvincible has much to be proud of
Default

Quote:
Originally Posted by mhmmdkashif View Post
Mujhe commixing of genders ke muamle main jo ulema kee baaten hain in main thori confusion hai. Main ulema kee baatoon ko sirey se reject nahin karta, magar roohani tor pe kaha jaata hai ke kis insaan ko duniya main aana hai, woh kahan paida hoga, us ke parents kon honge, kon kon se couples duniya main banen ge waghera yeh sab cheezen Allah (SWT) ne pehle se te kee hui hain. Jab ke dunyavi tor pe yeh muamlat jis tarah se ho sakte hain us muamle main ulema kaa nazariya behad sakht hai aur woh yahan tak kehte hain ke "jins-e-mukhalif" ko aik nazar parne ke baad doosri baar dekhna tak haram aur "daira-e-islam" se ikhraj ke nazdeek gunah hai . Ab agar dekhna tak gunah hai to yeh sab jo Allah (SAW) ne pehle se te kiya hua hai woh kis tarah khush asloobi se mumkin ho sake gaa??
Yeh sab shadi k baad mumkin husaky ga like our forefathers did. Magar ap apni pasand se shadi karke bi parent ban saktay hain by following moral obligations set by our Deen. (Its quite simple).

Regards,
__________________
When you try, you risk failure. When you don’t try, you ensure it.
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to Invincible For This Useful Post:
mhmmdkashif (Monday, February 14, 2011)