View Single Post
  #1  
Old Saturday, March 05, 2011
brillientminds brillientminds is offline
Member
 
Join Date: Apr 2010
Location: lahore
Posts: 69
Thanks: 81
Thanked 90 Times in 52 Posts
brillientminds is on a distinguished road
Default Ah Khuda jo bhi muje Mand e Shakibai de

Ah Khuda jo bhi muje Mand e Shakibai de
Uss ki Ankhon ko mere Zakham ki Gahrai de

Tere logon se gila hai mere aaine ko
Unn ko pahter nhi deta to benai de

Jiss k eeman pe kya tark tallaq sab se
ab wohi shakhs muje tana e tanhai de

Yeh Dhehn zakham ki surat hai mere chehry per
Ya mere zakham ko bhar ya muje goyai de

Itna be sarfa na jai mere ghar ka jalna
Chasham e garya na sahi chasham e tamashai de

Kya khabar tuj ko kis vazah ka bismal hai faraz
woh to qatal ko b ilzam e masihai de
__________________
Hai kahaaN tamanna ka doosra qadam ya rab
hum ne dasht-e-imkaaN KO ek naqsh-e-paa paaya
Reply With Quote