View Single Post
  #80  
Old Friday, May 20, 2011
Farrah Zafar's Avatar
Farrah Zafar Farrah Zafar is offline
Makhzan-e-Urdu Adab
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason: Diligent Service Medal: Awarded upon completion of 5 years of dedicated services and contribution to the community. - Issue reason:
 
Join Date: May 2010
Location: امید نگری
Posts: 2,362
Thanks: 2,346
Thanked 4,047 Times in 1,576 Posts
Farrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud of
Default

Quote:
Originally Posted by Future View Post
Muhabbat soch ke gird “hisaar” qaayim kerti nahi bulke zaat ke gird qaayim karda hisaar ko torti hai. Insaani soch ko madiyat-parsti se nikal kar rohaniyat ke tarf gamzan karte hue us muqam par lai jati hai jahan jism ka safar khatam aur rooh ka shuro hota hai. muhabbat soch ko nai (new) zaviye daiti hai use ko mehdood nahi karti.

Beloved ki “shortcomings” to duniya men kon insaan complete hai .

Lafzo ke zarye he to soch ko byan kiya jata hai.
meri "muhabbat" se larrai nae hai...ap mera point of view nae samjhay.Heer raanjha ki misaal le lain..Heer ko Ranjhay k siwa sab bhool gaya..ye b k wo us ki zaat ka nae,us k status ka nae..us ki us se shadi mumkin nae..wo sirf usay poojti rahi..her khof se baala'tar ho ker..ager ap us se Raanjhay ki burayi kernay ki koshish kertay tou wo ap ki bohat achi tarah khabar leti..Hisaar se muraad ye e thi ...jis Hisaar ki ap baat ker rahay hain wo "anaa" aur "gharoor" ka hisaar hai,bila'shuba wo toot jata hai..muhabbat ka aajzi se bara gehraa talluq hai..banday ki "main" mar jati hai.

acha khasa bethay bethay gum ho jata hun
ab me aksar main nahi rehta tum ho jata hun

attraction aur attachment ko ager side pe rakh dia jaye..tou "muhabbat" ki asal rooh samjh mein aati hai.ap b is muhabbat ki he baat ker rahay hain jo dar'haqeeqat muhabbat hoti hai..rooh ka rishta..aaj kal bachay ghalat fehmi ka shikaar ho jatay hain...


Conclusion=We agreed,behes finished
__________________
Love is my Shield,Truth is my Sword,Brain is my Crown,Smile is my Treasure and I'm a Queen;
Quitters never win and Winners never quit..!!!
The Following User Says Thank You to Farrah Zafar For This Useful Post:
SADIA SHAFIQ (Friday, May 20, 2011)