Tuesday, May 07, 2024
06:35 PM (GMT +5)

Go Back   CSS Forums > Off Topic Section > Off Topic Lounge

Closed Thread Share Thread: Submit Thread to Facebook Facebook     Submit Thread to Twitter Twitter     Submit Thread to Google+ Google+    
 
LinkBack Thread Tools Search this Thread
  #71  
Old Thursday, May 19, 2011
Saqib Shah's Avatar
Banned
 
Join Date: May 2008
Location: The Land Of Seven Tigers.
Posts: 729
Thanks: 433
Thanked 461 Times in 285 Posts
Saqib Shah has a spectacular aura aboutSaqib Shah has a spectacular aura about
Default

The person with less EGO cannot be a good lover.
  #72  
Old Thursday, May 19, 2011
Fortune's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Oct 2010
Location: In the hearts of my beloved and near ones.
Posts: 264
Thanks: 69
Thanked 229 Times in 159 Posts
Fortune will become famous soon enough
Default

Quote:
Originally Posted by Saqib Shah View Post
The person with less EGO cannot be a good lover.
Does it mean a person with Zero Ego can be a good lover?

Quote:
Originally Posted by Saria Khan View Post
yahi to "jamhuriat" ki khubsurti hey FORTUNE

hahahahaha

By the way

i fully agree with this quote
Thanks a million again dear.

Quote:
Originally Posted by Last Island View Post
There is a huge difference. Self respect is moderate; involves other people, in some way and it does not hurt others. Ego is self-centered and is only "Me, me and me".
Bat to such hai magar bat hai ruswai ki.
__________________
"The calmer I appear, the more dangerous I am."
  #73  
Old Friday, May 20, 2011
Banned
Qualifier: Awarded to those Members who cleared css written examination - Issue reason: CE 2010
 
Join Date: Apr 2011
Location: Melancholy
Posts: 59
Thanks: 2
Thanked 94 Times in 71 Posts
Saria Khan is on a distinguished road
Default

L.I said exactly

a self centred person can never have a peace loving loveable life, full of love bla bla what ever yaar

In love both parties have to sacrifice

Apni zaat ki nafi ho gi jabhi to pta chaley ga, pyar hey ya nhi

dusrey ko change ker lia, APNEY MUTABIK,
ye to TRADE ki na phir

Pyar to na hua
  #74  
Old Friday, May 20, 2011
SADIA SHAFIQ's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Oct 2010
Location: Heaven
Posts: 1,560
Thanks: 1,509
Thanked 1,417 Times in 749 Posts
SADIA SHAFIQ has a brilliant futureSADIA SHAFIQ has a brilliant futureSADIA SHAFIQ has a brilliant futureSADIA SHAFIQ has a brilliant futureSADIA SHAFIQ has a brilliant futureSADIA SHAFIQ has a brilliant futureSADIA SHAFIQ has a brilliant futureSADIA SHAFIQ has a brilliant futureSADIA SHAFIQ has a brilliant futureSADIA SHAFIQ has a brilliant futureSADIA SHAFIQ has a brilliant future
Default

lets revert the "fortune line" and state ego dies before of love.
1.both cases are happen in life but ego collapsed first and love springs next. So totally disagree with u.

Khamosh aey dil, bhary mehfil me chilana nae acha,

adab pehla qareina he muhbt ke qareino me,

so ur very first post is ambiguious. No 1 understand it well but a few.example; u love perfume and when u smell it,for one moment ur all senses converged to give strength to sense of smell. So when u are in true love then it brings ecstasy .so in this state there is no ego.
__________________
"Wa tu izzu man-ta shaa, wa tu zillu man-ta shaa"
  #75  
Old Friday, May 20, 2011
Saqib Shah's Avatar
Banned
 
Join Date: May 2008
Location: The Land Of Seven Tigers.
Posts: 729
Thanks: 433
Thanked 461 Times in 285 Posts
Saqib Shah has a spectacular aura aboutSaqib Shah has a spectacular aura about
Default

Quote:
Originally Posted by Fortune View Post
Does it mean a person with Zero Ego can be a good lover?

Thanks a million again dear.

Bat to such hai magar bat hai ruswai ki.
dear read again my wording....
  #76  
Old Friday, May 20, 2011
Future's Avatar
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Mar 2009
Posts: 701
Thanks: 371
Thanked 611 Times in 357 Posts
Future is a name known to allFuture is a name known to allFuture is a name known to allFuture is a name known to allFuture is a name known to allFuture is a name known to all
Default

Quote:
Originally Posted by Farrah Zafar View Post
ye is sense mein kaha gaya tha "Love is blind".Insan ka dimagh sath chorr jata hai aur dil hakoomat kernay lagta hai.isi liye beloved ki burayiyan b buri nae lagteen.ager teen age mein ye virus lag jaye tou ye jumla 100% theek hai "muhabbat sochnay samjhnay ki salahiyat cheen leti hai"...akhbaraat mein aye din chapnay walay waqiyaat is ka moun bolta saboot hain

Ishq ne Ghalib nikamma ker dia,

werna ham b aadmi thay kaam k
muhabbat andhi nahi hoti, ye to insaan ke tamam hisasyat ko taeez kar daiti hai, us ke nazar mahboob ke dil tak safar karti hai aur wo jazbat daikhti hai jo muhabbat ke begair daikhna namumkin hai. muhabbat insaani soch ke irtiqa karti hai aur soch ko yaksui daiti hai. muhabbat nakami ka naam bhi nahi, ye to log apni nakamiyo ko bhe muhabbat ke khate mein daal daite hain.

ye akhbari waqiat muhabbat mein kamzoori ke wajah se paish ate hain. wo log to abhi muhabbat ke maktab me dakhil be nahi huy hote aur khud ko khatam kar laite hain. sochney samjhne ke salahiyat in logo ke he khatam hoti hai. ye kuch literature aur filmi asar hota hai, jo kuch read kiya aur watch kiya us ka asar liya aur waisa he kiya. aisi muhabbat to aaj kal kafi aam hai.

Muhabbat constructive hoti hai destructive nahi
  #77  
Old Friday, May 20, 2011
Farrah Zafar's Avatar
Makhzan-e-Urdu Adab
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason: Diligent Service Medal: Awarded upon completion of 5 years of dedicated services and contribution to the community. - Issue reason:
 
Join Date: May 2010
Location: امید نگری
Posts: 2,362
Thanks: 2,346
Thanked 4,047 Times in 1,576 Posts
Farrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud of
Default

Quote:
Originally Posted by Future View Post

mein ne tou muhabbat pe apnay views diye e nae,mein tou Sadia k views ko defend ker rae thi.Us k word "senseless" ka meaning batanay ki koshish ki thi

mager ab baat chair e di hai tou chalye hm b kood partay hain is "aatish e behes" mein..akhbari waqiyaat muhabbat mein kamzori ki waja se nae paish aatay balkay "immature age" ki waja se paish atay hain.muhabbat bhaari hoti hai aur wo naa'twaa'n bachay..ye bojh uthaya jaye b tou kesay..
"aisi muhabbat" koi nae hoti..wo muhabbat hoti e nae,waqti jazbaat hotay hain,attachment hoti hai..kher ye aik alag behes hai..

hissiyaat ko taiz ker deti ho gi muhabbat mager soch k gird ik "hisaar" b qaayim ker deti hai..us hisaar se beloved ki tamam "shortcomings" takra k wapis murr jati hain,dimagh mein daakhil nae ho pateen..sochnay samjhnay ki salaahiyat maflooj ho jati hai...isi lye logon ko chor,daaku se b muhabbat ho jati hai..... baqi jo ap ne muhabbat k fuwaa'id likhay,mein un se ziada likh skti hun ager lafzi baaten e kerni hon tou...writer hun mein....kuch misaalen;

muhabbat insaan ki rooh ko moatter ker deti hai.dunyaavi kasaaften youn us per se jharr jaati hain jesay "patt jharr" k mosam mein pattay...muhabbat ki sharab insaan k jism o jaan ko aisi suroor ki kaifiyat se aashna ker deti hai k wo her lamha mehboob ki yaadon mein he madhosh rehta hai...soch ki ye he yaksooii...ye he irtikaaz usay ishq ki meraaj pe pohancha deta hai jahan mehboob k khayal k elava her cheez be'maa'ni lagti hai...her cheez...be'mqsad...

what lines I wrote...!!.

ghaam e doraa'n se fursat milay tou books jald e market mein aa jayen
__________________
Love is my Shield,Truth is my Sword,Brain is my Crown,Smile is my Treasure and I'm a Queen;
Quitters never win and Winners never quit..!!!
The Following User Says Thank You to Farrah Zafar For This Useful Post:
SADIA SHAFIQ (Friday, May 20, 2011)
  #78  
Old Friday, May 20, 2011
Faisal86's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Mar 2011
Location: Lahore
Posts: 185
Thanks: 1,010
Thanked 194 Times in 114 Posts
Faisal86 will become famous soon enough
Default

Quote:
Originally Posted by Future View Post
muhabbat andhi nahi hoti, ye to insaan ke tamam hisasyat ko taeez kar daiti hai, us ke nazar mahboob ke dil tak safar karti hai aur wo jazbat daikhti hai jo muhabbat ke begair daikhna namumkin hai. muhabbat insaani soch ke irtiqa karti hai aur soch ko yaksui daiti hai. muhabbat nakami ka naam bhi nahi, ye to log apni nakamiyo ko bhe muhabbat ke khate mein daal daite hain.

ye akhbari waqiat muhabbat mein kamzoori ke wajah se paish ate hain. wo log to abhi muhabbat ke maktab me dakhil be nahi huy hote aur khud ko khatam kar laite hain. sochney samjhne ke salahiyat in logo ke he khatam hoti hai. ye kuch literature aur filmi asar hota hai, jo kuch read kiya aur watch kiya us ka asar liya aur waisa he kiya. aisi muhabbat to aaj kal kafi aam hai.

Muhabbat constructive hoti hai destructive nahi
Yara, koi ap se itefaq kare ya na kare, main ap ki bt se 100% sehmit hun. Mohabbat is a constructive rather than destructive element. Waise ye kamzor logo k bs ki bt nhi. One is supposed to pay tribute to love. Kharaj to dena he parta ha.

Mohabbat K Liye Dhundo Koi Dil Tootne Wala
Ye Wo Mae Hai Jise Rakhtay Hain Nazuk Aabgino Main

Lekin ye b nhi k Love ko apni zid aur ana bna liya jaey. Ap mohbt krtay ho to khamoshi se krtay rho and don't expect feedback. Otherwise it becomes a curse.

Pta nhi yar, 99.9% log to mohbt ko samajne se b qasir lagte filhal. And may be k main b un 99.9% main he hun.
__________________
Sang-e-Giran' hain Raah main Hayil to kya hua
Manzil chupee hui to meray Hoslon' main hai . .
The Following User Says Thank You to Faisal86 For This Useful Post:
Future (Friday, May 20, 2011)
  #79  
Old Friday, May 20, 2011
Future's Avatar
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Mar 2009
Posts: 701
Thanks: 371
Thanked 611 Times in 357 Posts
Future is a name known to allFuture is a name known to allFuture is a name known to allFuture is a name known to allFuture is a name known to allFuture is a name known to all
Default

Quote:
Originally Posted by Farrah Zafar View Post
[SIZE="3"]

hissiyaat ko taiz ker deti ho gi muhabbat mager soch k gird ik "hisaar" b qaayim ker deti hai..us hisaar se beloved ki tamam "shortcomings" takra k wapis murr jati hain,dimagh mein daakhil nae ho pateen..sochnay samjhnay ki salaahiyat maflooj ho jati hai...isi lye logon ko chor,daaku se b muhabbat ho jati hai..... baqi jo ap ne muhabbat k fuwaa'id likhay,mein un se ziada likh skti hun ager lafzi baaten e kerni hon tou...writer hun mein....kuch misaalen;
Muhabbat soch ke gird “hisaar” qaayim kerti nahi bulke zaat ke gird qaayim karda hisaar ko torti hai. Insaani soch ko madiyat-parsti se nikal kar rohaniyat ke tarf gamzan karte hue us muqam par lai jati hai jahan jism ka safar khatam aur rooh ka shuro hota hai. muhabbat soch ko nai (new) zaviye daiti hai use ko mehdood nahi karti.

Beloved ki “shortcomings” to duniya men kon insaan complete hai .

Lafzo ke zarye he to soch ko byan kiya jata hai.
  #80  
Old Friday, May 20, 2011
Farrah Zafar's Avatar
Makhzan-e-Urdu Adab
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason: Diligent Service Medal: Awarded upon completion of 5 years of dedicated services and contribution to the community. - Issue reason:
 
Join Date: May 2010
Location: امید نگری
Posts: 2,362
Thanks: 2,346
Thanked 4,047 Times in 1,576 Posts
Farrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud of
Default

Quote:
Originally Posted by Future View Post
Muhabbat soch ke gird “hisaar” qaayim kerti nahi bulke zaat ke gird qaayim karda hisaar ko torti hai. Insaani soch ko madiyat-parsti se nikal kar rohaniyat ke tarf gamzan karte hue us muqam par lai jati hai jahan jism ka safar khatam aur rooh ka shuro hota hai. muhabbat soch ko nai (new) zaviye daiti hai use ko mehdood nahi karti.

Beloved ki “shortcomings” to duniya men kon insaan complete hai .

Lafzo ke zarye he to soch ko byan kiya jata hai.
meri "muhabbat" se larrai nae hai...ap mera point of view nae samjhay.Heer raanjha ki misaal le lain..Heer ko Ranjhay k siwa sab bhool gaya..ye b k wo us ki zaat ka nae,us k status ka nae..us ki us se shadi mumkin nae..wo sirf usay poojti rahi..her khof se baala'tar ho ker..ager ap us se Raanjhay ki burayi kernay ki koshish kertay tou wo ap ki bohat achi tarah khabar leti..Hisaar se muraad ye e thi ...jis Hisaar ki ap baat ker rahay hain wo "anaa" aur "gharoor" ka hisaar hai,bila'shuba wo toot jata hai..muhabbat ka aajzi se bara gehraa talluq hai..banday ki "main" mar jati hai.

acha khasa bethay bethay gum ho jata hun
ab me aksar main nahi rehta tum ho jata hun

attraction aur attachment ko ager side pe rakh dia jaye..tou "muhabbat" ki asal rooh samjh mein aati hai.ap b is muhabbat ki he baat ker rahay hain jo dar'haqeeqat muhabbat hoti hai..rooh ka rishta..aaj kal bachay ghalat fehmi ka shikaar ho jatay hain...

Conclusion=We agreed,behes finished
__________________
Love is my Shield,Truth is my Sword,Brain is my Crown,Smile is my Treasure and I'm a Queen;
Quitters never win and Winners never quit..!!!
The Following User Says Thank You to Farrah Zafar For This Useful Post:
SADIA SHAFIQ (Friday, May 20, 2011)
Closed Thread

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off
Trackbacks are On
Pingbacks are On
Refbacks are On

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Remeo and Juliet (SHAKESPARE) Complete Ahmad Bilal English Literature 1 Saturday, July 14, 2012 09:50 AM
Birthday Date Meanings Eve Birthdays & Greetings 18 Tuesday, August 18, 2009 11:40 AM
Is your birthday day ?? Predator Birthdays & Greetings 4 Thursday, December 13, 2007 01:00 AM
Shakespeare's Sonnets Last Island English Poetry 0 Thursday, December 21, 2006 05:05 AM

CSS Forum on Facebook Follow CSS Forum on Twitter

Disclaimer: All messages made available as part of this discussion group (including any bulletin boards and chat rooms) and any opinions, advice, statements or other information contained in any messages posted or transmitted by any third party are the responsibility of the author of that message and not of CSSForum.com.pk (unless CSSForum.com.pk is specifically identified as the author of the message). The fact that a particular message is posted on or transmitted using this web site does not mean that CSSForum has endorsed that message in any way or verified the accuracy, completeness or usefulness of any message. We encourage visitors to the forum to report any objectionable message in site feedback. This forum is not monitored 24/7.

Sponsors: ArgusVision   vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.