View Single Post
  #54  
Old Monday, May 30, 2011
Farrah Zafar's Avatar
Farrah Zafar Farrah Zafar is offline
Makhzan-e-Urdu Adab
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason: Diligent Service Medal: Awarded upon completion of 5 years of dedicated services and contribution to the community. - Issue reason:
 
Join Date: May 2010
Location: امید نگری
Posts: 2,362
Thanks: 2,346
Thanked 4,047 Times in 1,576 Posts
Farrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud ofFarrah Zafar has much to be proud of
Default

Quote:
Originally Posted by Umer View Post
Backup ka matlab hai, jo data D: ya C: mai hai us mai se jo important items hain, jaisay ke notes, articles, ya self made notes, apni personal pictures, ye sari cheezain aik aur location par copy karna. Movies aur songs waghaira to aani jani cheezain hain aur space bhi buhat leti hain aur dobara bhi aa sakti hain.

Backup ke liye hamaray paas kya kya options hain?
1. CD
2. USB flash drive
3. DVD

Agar Data thora hai aur 700 MB ki range mai hai phir to CD par bhi write kiya jaa sakta hai, is k liye aap k computer mai CD writer ka hona zaroori hai. Blank CD aap ko 10 Rupees tak available hoti hai, aur CD writer 1000-1200 ki range mai used mil jata hai.

Agar Data thora zyada hai to phir USB flash drive mai copy kiya jaa sakta hai, aaj kal 4GB flash drives kafi asani se mil jati hain aur kafi sasti bhi like 650-750 Rupees ki range mai.

Agar data buhat zyada hai, ya aap movies aur songs bhi save karna chahtay hain, yaa aap ki apni family videos bhi hain, aur data ka size GB's mai hai, to phir DVD ki option sab se achi hai.
Aik DVD mai 4 GB tak space hoti hai, aur is k liye DVD writer ka hona zaroori hai aap k computer mai, DVD writer 3200 ki range mai new mil jata hai aaj kal. Blank DVD 20 Rupees tak mil jati hai, jitna zyada data ho utni blank DVD's aap ki consume hon gi.

Agar poori tarah samajh nahi aye, tell me, I will tell you in more detail.
Back Up ki sahi tarah samjh aa gayi.I thought shayed system k ander he kahin save kernay ki option hoti hai.
Re-partitioning se ap ki kia muraad thi?

@Tooba mein e window XP 2005 professional ki hai kiun k meray pas ye he hai kafi arsay se.I like it.Antivirus "google" pe search ker lo.likho "Download NOD32"
__________________
Love is my Shield,Truth is my Sword,Brain is my Crown,Smile is my Treasure and I'm a Queen;
Quitters never win and Winners never quit..!!!
Reply With Quote