@Farrah plz translate it
ilm aik azeem quwat ha. ilm ka zarya humian mali dolat hi nahi rohani sakooan bhi hasil hota ha. hamara mazhab main ilm ka hasil karna har shakhas per farz ha. ya aik asi shay ha jisa koi chura nahi ja sakta. ilm ka beghair koi insan apni zaat ko bhi nahi pahchan sakta aur yoan sari zindagi apna maqsad hayat sa bekhabar rehta ha. ilm hasil kar ka insan apni, apna muashara aur qoam ki behtari ka sabab ban sakta ha.
regards
|