View Single Post
  #2  
Old Sunday, July 10, 2011
Chemistsafi Chemistsafi is offline
Member
Qualifier: Awarded to those Members who cleared css written examination - Issue reason: CE 2010 Safiullah
 
Join Date: Oct 2010
Location: Peshawar
Posts: 46
Thanks: 0
Thanked 31 Times in 20 Posts
Chemistsafi is on a distinguished road
Default Wah

Bht farsoda lagte hain mjhe ab yaar k qisse

Gul o gulzar ki baten lab o rukhsaar ke qisse

Yahan sub k muqaddar mai faqat zakhm e judayi hai

Sabhi jhoote fasane hain wisaal e yaar k qisse

Bhala ishq o mohabbat se kisi ka pait bharta hai

Suno tm ko sunata hun mai karobar k qisse

Mere ahbaab kehte hain yahi ik aib hai mujh mai

Sar e dewar likhta hun pas e dewar k qisse

Mai aksar s liye logon se ja k khud nahi milta

Wohi be kaar ki baten wohi bekar k qisse.



Growth is the only evidence of life.
Reply With Quote
The Following 4 Users Say Thank You to Chemistsafi For This Useful Post:
Abar e Rehmat (Monday, July 11, 2011), madiha alvi (Friday, January 03, 2014), nuzhat fatima (Tuesday, July 12, 2011), Shooting Star (Sunday, July 10, 2011)