PMS objective solutions
2005
1- azaan ma ALLAH o akbar kitni dafa ata ha?
a) 4b) 5 c) 6 d) 7 ans)
2- namaz ma QOMA kisay kehty hain?
3- QURAN ma kis cheez ko zulm-e-azeem kaha gya ha?
4- TAWAF Qadoom kiya ha?
5- SALAT-e khasuff kab adda ki jati ha?
6- Mazhab k Meaning kiya hain?
7-holy prohet nay kis k mutaliq farmaya k wo NABYOON n SHahedon k sath ho ga?
8- BUDH ka zaati name kiya tha?
9- HINDUiSM ka majmoa-e-qawaneen konsa ha?
10- BUDH mat k mazhabi adab ka kiya name ha?
11- ahkam-eashra ka taluq kis mazhab say ha?
12- ZARTASHT AZAM ma sab say ahaam aqeeda kon sa ha?
13- HOly PROPHET nay farmaya k jo shakhs NIkaah ki istataat na rakhta ho wo-----?
14- quraan pak ma ARSHD-E RABBANI HA K APNI aulad ko qatal na karo?
__________________
mujhe chorh de mere haal par tera kia bhrosa aye humsfar
teri mukhtasar si nawazishein mera dard aur barha na dein.
|