View Single Post
  #46  
Old Monday, September 19, 2011
parhakubacha parhakubacha is offline
Member
Qualifier: Awarded to those Members who cleared css written examination - Issue reason: CE 2012 - Roll No. 09423
 
Join Date: Jul 2007
Posts: 54
Thanks: 57
Thanked 13 Times in 11 Posts
parhakubacha is on a distinguished road
Default

Quote:
Originally Posted by trotsky59 View Post
IRS is best group:
i was appointed in karachi RTO on 22 august 2011 suddenly and i was told that no office is availble for you so you have to sit anywhere you want.us ke baad main ne source lagwaya to allah allah kar ke office mila.office milne ke baad pata chala ke table kursi stationary computer wagera wagera to available nahin hai baqi ap office ki deewaron se ager kam chala sakty hain to chala len.kuch seniours ko minnat samajat ki to do char kagaz aik adh tuti phooti kursi mil gai.staff ka maloom kia to pata chala ke 3 peon hain jis main se aik commissioner sahab ne rakh lia hai baqi 2 main se aik ata hai wo bhi jab uska dil kahy aye jab dil kahy na yae.2 Clerk diye gaye jis main se 1 ata hai dosry ka atta pata hi nahin.inspector sahab aik din moon dikha ke gaye to aj tak wapis nahin aye.no convience is not available is liye public bus pe ata hon public bus pe jata hon.aur karachi ki public buson ka haal apko pata hai.office sanbhalte hi FTO sahab ne peshi ke lye bula lya.kam ka kuch pata nahin tha hazri dy kar agye jan bachi to lakhon paye.FTO se wapis aker filon ke pahar agy rakh diye gaye bola gaya ke inki report pesh ki jaen.apny ikloty clerk ko kaha ke report bnao to unhon ne kaha ke humen to kam ka pata nahin.humen puri STP ki training main sirf income Tax Law parhaya gaya tha.law ki book se rujoo kiya to us main ye kahin nahin likha hua tha ke office work kese karna hai reports kesy bnani hain.kuch purani reports khol ker us main ulti sidhi figures daal ker kaam chala lya.to bhai kam isi tarah chal raha hai ab fesla aap ke haath main hai.par main to phir bhi kahon ga:
IRS is best group
Sir, is the condition same for all AC's(Income tax) in RTO, khi or yours was an exceptional case?
Secondly, are the conditions which you mentioned (no office, no salary, no peon) same for other deptt's such as Pakistan Customs Service (PCS) which also, alongwith IRS, comes under FBR?



P.S Your post has disheartened me alot !
Reply With Quote