Thread: An Appology. .
View Single Post
  #45  
Old Friday, July 06, 2012
mhmmdkashif mhmmdkashif is offline
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Oct 2006
Posts: 1,549
Thanks: 618
Thanked 1,122 Times in 674 Posts
mhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud of
Default

Quote:
Originally Posted by Umer View Post
It is not us, the nation who is alive by the funds of NATO or USA.
It is the politicians who get these funds and they put them in their pockets or foreign bank accounts.
As a nation ham bekar log hee to hain, konse organized aur progressive log hain (sorry if it sounds offensive, but it should be admitted ). Economy ko behtar banane main society kaa hee asal kirdar hota hai, agar state hamare taxes aur hamari healthy economic activities pe rely kar rahi ho to chalo ham apni demands maanne pe us ko majboor kar bhi saken, laikin hamari society kee halat yeh hai ke aaj tak rozana pata nahin kitne log khali plot, zamini takrar aur khandani masail, yahan tak ke zamin pe aane waale pani kee timing ke taqrar tak pe maare jaate hain, pata nahin kitne tabqon, grohon, tribes, political groupings main ham log divided hain aur qatai aik dusre se coordinate karna gawara nahin har waqt aik dusre pe bartari haasil karni hoti hai, agar koi activity organized hai bhi to woh organized-crime hai ; state apna kharcha beruni imdad aur expats kee raqam se chala rahi hai to zahir hai woh un ke saamne jhuke gee. aur nation khud to kuch karti nahin ooper se aankhen dikhane shru ho jaati hai . yeh politicians waghera waghera koi angrez yaa arab to nahin, yeh ham main se hee hain, hamara hee aaeena hain .
__________________
The precondition for existence of a higher humanity is not the state, but the nation possessing the necessary ability.
Reply With Quote