View Single Post
  #176  
Old Wednesday, January 30, 2013
Asma Mayo's Avatar
Asma Mayo Asma Mayo is offline
Senior Member
 
Join Date: Sep 2012
Location: N/A
Posts: 161
Thanks: 74
Thanked 80 Times in 62 Posts
Asma Mayo is on a distinguished road
Default

Quote:
Originally Posted by Aariz Ahmad View Post
Asma, leken B.Ed, M.Ed bhi to 2 years ki commitment hai. Agar B.Ed aur M.Ed walo ko teaching main bhi compensate nahen karain gay to aur kahan karain gay. Baki, ye aik debatable baat hai k aaya B.Ed ya M.Ed waqaee achay teacher create kar sakti hai ya nahen.

P.S. I am also deprived of these additional 15 marks for B. Ed & M. Ed
daikhain 2 years commitment ko nts test mai show karna tha na wahan marks ziada say ziada achieve karnay chahaye aisay tto 4 years bachalor ki commitment hai to kia bachalor par bhi itnay marks extra de rahay hain ?
kia 1 year masters k extra marks equal to b.ed de rahay hain? aur simple baat hai b.ed aj kal majority part time mai cheating say pass kar letay hain wo achay teacher banay yah zaroori nahi hai aur agar is tarhan marks den gay to phir agar hum above 90 marks bhi le aen to hum to wahin k wahin reh jain gay meri freind k 65 marks aye hain us any b.ed kia hua hai HST mai us k 60 marks aye jab k wo b.ed thi phir bhi ab agar jst mai 65 mai un k 15 marks b.ed aur 5 marks masters k add karain to total hua 85 means wo agay aur hum peechay mai ksi say jealous nahi horahi hon par insaaf bhi to ho na 81 marks lanay ka kia faida hua jab hum baqi jin k marks hum say kam un say peechay rah jain

b.ed , m.ed walon ko itna advantage zarror den k agar marks equal ajain gay to jin ka b.ed hai usay prefer kar dain par yah kia k extra 15 marks mil jain mai nay HST ka test dia coz nts nay mujhay allow kardia tha par jab test de dia aur result aya to mera result with held kardia k b.ed ki degree lain array bhai jab me eligible nahi thi to shortlist kyun kia tha aur mai nay hst k apnay answers chect kiye jo net par paper agaya tha us mai to meray above 75 ka score ban raha tha par mai kuch na kar skahi khamoshi sy jst ki preparation start ki k jst main b.ed etc compulsory nahi par yahan bhi agar aisa hua to phir kia hum aisay hi jobless rahain gay

I m Totally agreed with Nomee, imran and naeem
Reply With Quote