maa
maa zindgi hai, markaz-e-sabr-o-qara hai
maa ek chaman hai jis mei musalsal bahar hai
maa lutf hai, sakoon hai, shafqat hai, piyar hai
maa ek azeem naimat-e-PARWAR DIGAR hai
maa pehli dars gah hai aqal-o-shaour ki
maa shama farozan hai mohabat k noor ki
maa hai nizara qudrat-e-REB-E-JALEL ka
maa chashma-e-khaloos hai ulfat ki jheel ka
bacah, borha, jawan, aurat ho ya mard
aati hai maa ki yad tu hota hy dil mei dard
maa ko koi karey ga faramosh kis tka phool hai
maa k baghair zindgi fazool haiarha
maa rahey juda tu rahey hosh kis tarha
maa hawa janat ki janat
__________________
success is not a place at which one arrives but rather the spirit with which one undertakes and continues the journey
|