Sunday, April 28, 2024
02:26 PM (GMT +5)

Go Back   CSS Forums > Off Topic Section > Poetry & Literature > Urdu Poetry

Reply Share Thread: Submit Thread to Facebook Facebook     Submit Thread to Twitter Twitter     Submit Thread to Google+ Google+    
 
LinkBack Thread Tools Search this Thread
  #1  
Old Friday, May 04, 2007
Sureshlasi's Avatar
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason: Best Moderator Award: Awarded for censoring all swearing and keeping posts in order. - Issue reason: Best ModMember of the Year: Awarded to those community members who have made invaluable contributions to the Community in the particular year - Issue reason: For the year 2007Diligent Service Medal: Awarded upon completion of 5 years of dedicated services and contribution to the community. - Issue reason:
 
Join Date: Mar 2006
Location: پاکستان
Posts: 2,282
Thanks: 483
Thanked 3,082 Times in 760 Posts
Sureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to all
Default Maa

Umer Bhar Seene Se Laga Kar Pala Hai Maa Ne
Ghalat Batoon Pe Thora Thora Mara Hai Maa Ne
Abhi Tak Wo Bachpane Ki Yadein Hain Baqi
Aur Wo Bachpane Ki Batein Hain Baqi
Ke Jab Mein Ne Bola Tha Maa Pehli Baar
Maa Ki Aankhon Mein Bhara Tha Kitna Pyar
Paida Huwa Tha To Kuch Nahi Tha Mein
Maa Ki Wajha Se Aaj Hoon Kya Kya Mein
Lalach To Kuch Nahi Meri Maa Ko Magar
Acha Ho Jo Dedoon Dil Tohfay Mein Agar
Maa Ko Choorte Hain Aise Kuch Log Hotay Hain
Phir Auroon Ke Liyay Wo Hamesha Soog Hotay Hain
Kuch Logoon Ke Liye Maa Ko Choorte Nahi
Chahay Kuch Ho Jaye Mu Moortey Nahi
Maa Se Hamesha Hamein Sukh Milte Hain
Phir Bhi Us Ko Hamse Dukh Milte Hain
Kash Qurbaan Karoon Mein Sab Us Ki Sada Pe
Aur Wo Mujhe Pyar Karey Meri Issi Ada Pe
Maa Se Mujhe Meri Koi Juda Na Karey
Karoo Pyar Kissi Aur Se Khuda Na Karay
__________________
ஜ иστнιπg ιš ιмթΘรรιвlε тσ α ωιℓℓιиg нєαят ஜ
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to Sureshlasi For This Useful Post:
madiha alvi (Tuesday, February 18, 2014)
  #2  
Old Friday, May 04, 2007
nazia niazi's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Nov 2005
Posts: 199
Thanks: 21
Thanked 18 Times in 12 Posts
nazia niazi is on a distinguished road
Default

@sureshli...nice sharing

Abhi Tak Wo Bachpane Ki Yadein Hain Baqi
Aur Wo Bachpane Ki Batein Hain Baqi
Ke Jab Mein Ne Bola Tha Maa Pehli Baar
Maa Ki Aankhon Mein Bhara Tha Kitna Pyar



Maa Se Hamesha Hamein Sukh Milte Hain
Phir Bhi Us Ko Hamse Dukh Milte Hain


bahut aala..
__________________
Main Ishq_e_kaainat main zanjeer hu sakoon
Mugh ko Hisar-e_zaat k Shar say Rehai day !

-------------------------------------------

Nazia Niazi
Reply With Quote
  #3  
Old Friday, June 01, 2007
Sureshlasi's Avatar
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason: Best Moderator Award: Awarded for censoring all swearing and keeping posts in order. - Issue reason: Best ModMember of the Year: Awarded to those community members who have made invaluable contributions to the Community in the particular year - Issue reason: For the year 2007Diligent Service Medal: Awarded upon completion of 5 years of dedicated services and contribution to the community. - Issue reason:
 
Join Date: Mar 2006
Location: پاکستان
Posts: 2,282
Thanks: 483
Thanked 3,082 Times in 760 Posts
Sureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to all
Default yai kaamyabia,izzat yai naam tum sai hai (MAA)


Yai kaamyabia,izzat yai naam tum sai hai
KHUDA nai jo bhi dia hai wo maqam tum sai hai

tumhary dam sai hai meray lahu mai khiltay gulaab
meray wujood ka saara nizaam tum sai hai,,,,,,,,,,

kahan basat-e-jahan aur main kam sin -o-nadan
yai meri jeet ka sab ehtmaam tum sai hai,,,,,,,,,

jahan jahan hai meri dushmani sabab main hoon
jahan jahan hai mera ehtiraam tum sai hai!!!!!!!


ik muddat sai meri maa soyi nahi tabish!!!!!!!
ik baar main nai kaha tha mujhy dar lagta hai


__________________
ஜ иστнιπg ιš ιмթΘรรιвlε тσ α ωιℓℓιиg нєαят ஜ
Reply With Quote
  #4  
Old Friday, June 08, 2007
Sureshlasi's Avatar
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason: Best Moderator Award: Awarded for censoring all swearing and keeping posts in order. - Issue reason: Best ModMember of the Year: Awarded to those community members who have made invaluable contributions to the Community in the particular year - Issue reason: For the year 2007Diligent Service Medal: Awarded upon completion of 5 years of dedicated services and contribution to the community. - Issue reason:
 
Join Date: Mar 2006
Location: پاکستان
Posts: 2,282
Thanks: 483
Thanked 3,082 Times in 760 Posts
Sureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to all
Default

ho gaye jawan bachy,boorhi ho rahi hai maan
bekhawab aankhon main chiragh-e- lo, wahi hai maan

roti apny hissy ki de kar apny bachon ko
sabar ki rida aurhy bhooki so rahi hai maan

saans ki mareeza hai phir bhi thandy pani se
ittni sakht sardi main kapde dho rahi hai maan

gair ki shikayat par,kabhi kisi shararat par
mujh ko maar kar ARIF khud bhi ro rahi hai maan






.
__________________
ஜ иστнιπg ιš ιмթΘรรιвlε тσ α ωιℓℓιиg нєαят ஜ
Reply With Quote
  #5  
Old Monday, June 18, 2007
Sureshlasi's Avatar
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason: Best Moderator Award: Awarded for censoring all swearing and keeping posts in order. - Issue reason: Best ModMember of the Year: Awarded to those community members who have made invaluable contributions to the Community in the particular year - Issue reason: For the year 2007Diligent Service Medal: Awarded upon completion of 5 years of dedicated services and contribution to the community. - Issue reason:
 
Join Date: Mar 2006
Location: پاکستان
Posts: 2,282
Thanks: 483
Thanked 3,082 Times in 760 Posts
Sureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to all
Default Khuwaab !!!

Raat phir khawaab main aa kar mujhse
Meri ammi ne kuch sawaal kiye Mujhse
Us ney pahley mujhey dua ye di
Khuda karey ki tu sau saal jiye
Unki aankhon main muhabbat bhi thi,
Afsos bhi tha
Ek Aasu bhi tha un aankhon main
Jo chilata bhi tha, khamosh bhi tha
Mujhse poocha keh betey kaisey ho
Koi diqat to nahin hai tumko
Phir kaha
Tumko maloom hai kya
Main badi takleef main hoon
Jab se laiti hoon so nahin payee
Tumhaari wajah se main khul k ro nahin payee
Terey gunaah mujhko saanp ban k dastey hain
Farishtey aakar har roz fiqrey kastey hain
Tumhi bataao beta mainey kya kami ki thi
Merey samjhaney main kami kia thi
Ya meri tarbiyat adhoori thi
Kyon burey kaam roz kartey ho
Kyon nahin us khuda se dartey ho
Jisney tumko ye jaan bakshi hai
Jisney tumko amaan bakshi hai
Laut kar jiske paas jaana hai
Kya usey munh nahin dikhana hai
Kya tumhein is liye parhaya tha
Kya tumhein yehi sab sikhaya tha
K apney ilm par Guroor karo
Apney nafs ko masroor karo
Jab bhi bolo to bas galat bolo
Zulm dekho to lab nahi kholo
Bhool kar deen bhool kar mazhab
Apni auqaat note main taulo
Sach batao k yeh kia qissa hai
Kya ye andaaz meri tarbiyat ka hissa hai
Mujhko afsos nahin ki tu mujhey bhool gaya
Ranj yeh hai ki mera jeena hi fazool gaya
Main to Jee key bhi roz marti hoon
Main tujhey roz yaad karti hoon
Jis tarah jeeney ka agaaz kiya hai tuney
Uskey anjaam se main darti hoon
Khuda karey k tujhey ab bhi samajh aa jaye
Koi to aakey tujhey seedhee raah dikha jaye
K ikhtitaam ho teri gunah ki shaamon ka
Mujhey bhi ajar miley terey naik kaamon Ka

--------------------------------------------------------------------------

@ Mazhar

Thank u brother !!!
__________________
ஜ иστнιπg ιš ιмթΘรรιвlε тσ α ωιℓℓιиg нєαят ஜ
Reply With Quote
  #6  
Old Saturday, August 18, 2007
Proud Pharmacist's Avatar
Member
 
Join Date: Aug 2007
Location: Multan
Posts: 65
Thanks: 1
Thanked 7 Times in 6 Posts
Proud Pharmacist is on a distinguished road
Default

Ye meri zindagi meri nahin, tumhari hai Maa
Tera Beta ye nahin, tera pujari hai Maa
Meri aankhon se behr-e-aqeedat jari hai Maa
Tu har shakhs, har aik cheez se pyari hai Maa
.................................................. ...........
Main aaj zinda hoon to ye teri badolat hai
Teri khidmat main hi dar-asal meri ibadat hai
Apni jaan se barh kar mujhe tujh se muhabbat hai
Tere qadmon main aakhir meri manzil,meri jannat hai
.................................................. ...........
Ye dua hai koi takleef na aaye tujh ko
Khuda har pal faqat khushiyan hi dikhaye tujh ko
Tere har khawab ki tabeer dikhaye tujh ko
Aye meri Maa!! ye meri umr bhi lag jaye tujh ko ..... (Ameen)
.................................................. ...........
__________________
~Faith in ALLAH and fear from Gher-ALLAH can't live together in the same Heart~
Reply With Quote
  #7  
Old Monday, August 20, 2007
Member
 
Join Date: Jan 2007
Location: peshawar
Posts: 94
Thanks: 1
Thanked 16 Times in 14 Posts
s khan mohmand is on a distinguished road
Default

MAA
Thoo inthne dhoor q hay MAA
Bathana raaz kia hay MAA

May tera hoo bulla lay thoo
Gallay phir say laga lay thoo

Teri anchaal ke chaoon koo
Meri need tarastian hay

Teri yadioon ke angaan main
Meri ankhain barasti hain

Bulatta ho tujhay aa ja
Akella pan meray ghar ka

Dewarin sab gera dain thoo
Jhalak enhian dekha dain thoo

Akela door raha hoon main
Pareshaan ho raha ho main

Bass ab bulla lay thoo
Gallay mujh ko laga lay thoo

Thoo ithne door q hay MAA
Bathana raaz kia hay MAA


" i dedicate this poem to my Late mother GOD Bless Her Soul , Ameen"

regards

shahid khan mohmand
__________________
Mother – that was the bank where we deposited all our hurts and worries.
Reply With Quote
  #8  
Old Monday, August 20, 2007
saleem malik's Avatar
Senior Member
 
Join Date: May 2006
Location: rawalpindi
Posts: 108
Thanks: 15
Thanked 44 Times in 30 Posts
saleem malik is on a distinguished road
Default

Ek mudat say meri maa nahi soe taabish,

main nay aik baar kaha tha mujay darr lagta hai.

(By Abass Taabish)
__________________
be like a flower which gives fragnance even in those hands which crush them.
Reply With Quote
  #9  
Old Tuesday, August 21, 2007
Sureshlasi's Avatar
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason: Best Moderator Award: Awarded for censoring all swearing and keeping posts in order. - Issue reason: Best ModMember of the Year: Awarded to those community members who have made invaluable contributions to the Community in the particular year - Issue reason: For the year 2007Diligent Service Medal: Awarded upon completion of 5 years of dedicated services and contribution to the community. - Issue reason:
 
Join Date: Mar 2006
Location: پاکستان
Posts: 2,282
Thanks: 483
Thanked 3,082 Times in 760 Posts
Sureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to allSureshlasi is a name known to all
Default

Mujhe yaqee'n hai sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin
jab mere bachpan k din the chand pe pariyaan rehti thin

aik ye din jab apnoon ne bhi hum se naata toor liya
aik wo din jab paair ki shakhain bhoojh hamara sehti thin

aik ye din jab sari sarkaain roothi roothi lagti hain
aik wo din jab, aao khalaain, saari galiyaan kehti thin

aik ye din jab jaagi raatain deewaron ko takti hain
aik wo dib jab shamoon ki bhi palkaain bhoojhal rehti thin

aik ye din jab zehen main sari ayyari ki baatain hain
aik wo din jab dil main bhooli bhaali baatain rehti thin

aik ye din jab laakhon ghaam or kal para hai aansoon ka
aik wo din jab aik zaara se baat pe naddiyaan behti thin

aik ye ghar jis ghar main mera saaz-o-samaan rehta hai
aik wo ghar jis ghar main meri bhoori naani rehti thi.........

Mujhe yaqee'n hai sach kehti thin jo bhi ammi kehti thin.
__________________
ஜ иστнιπg ιš ιмթΘรรιвlε тσ α ωιℓℓιиg нєαят ஜ
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to Sureshlasi For This Useful Post:
madiha alvi (Tuesday, February 18, 2014)
  #10  
Old Sunday, September 23, 2007
solicitor's Avatar
Member
 
Join Date: Jul 2007
Location: Light House in lee
Posts: 56
Thanks: 9
Thanked 40 Times in 21 Posts
solicitor is on a distinguished road
Default maa


maa zindgi hai, markaz-e-sabr-o-qara hai
maa ek chaman hai jis mei musalsal bahar hai

maa lutf hai, sakoon hai, shafqat hai, piyar hai
maa ek azeem naimat-e-PARWAR DIGAR hai

maa pehli dars gah hai aqal-o-shaour ki
maa shama farozan hai mohabat k noor ki

maa hai nizara qudrat-e-REB-E-JALEL ka
maa chashma-e-khaloos hai ulfat ki jheel ka

bacah, borha, jawan, aurat ho ya mard
aati hai maa ki yad tu hota hy dil mei dard

maa ko koi karey ga faramosh kis tka phool hai
maa k baghair zindgi fazool haiarha
maa rahey juda tu rahey hosh kis tarha

maa hawa janat ki janat
__________________
success is not a place at which one arrives but rather the spirit with which one undertakes and continues the journey
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off
Trackbacks are On
Pingbacks are On
Refbacks are On


Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
People beware ! Hurriah Islam 17 Monday, January 13, 2020 09:40 AM
Eight Lies Of Mother qayym Humorous, Inspirational and General Stuff 1 Saturday, March 22, 2008 01:39 AM
I Owe My Mother Sajid Manzoor Ahmed Humorous, Inspirational and General Stuff 0 Sunday, July 02, 2006 01:48 AM
HAMLET (SHAKESPEARE) Complete Ahmad Bilal English Literature 0 Wednesday, April 26, 2006 11:34 PM


CSS Forum on Facebook Follow CSS Forum on Twitter

Disclaimer: All messages made available as part of this discussion group (including any bulletin boards and chat rooms) and any opinions, advice, statements or other information contained in any messages posted or transmitted by any third party are the responsibility of the author of that message and not of CSSForum.com.pk (unless CSSForum.com.pk is specifically identified as the author of the message). The fact that a particular message is posted on or transmitted using this web site does not mean that CSSForum has endorsed that message in any way or verified the accuracy, completeness or usefulness of any message. We encourage visitors to the forum to report any objectionable message in site feedback. This forum is not monitored 24/7.

Sponsors: ArgusVision   vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.