Apne mann me doob kar pa ja surag-e-zindagi,
Tu agar mera nahi banta na ban, apna to ban
Mann ki duniya soz o masti jazb o shauq,
Tann ki duniya sud o sauda makar o fan
Mann ki daulat haath aati hai to phir jati nahi,
Tann ki daulat chawon hai,aata hai dhan jata hai
dhan
Mann ki duniya me na paya maine afrangi ka raaz,
Mann ki duniya me na dekhe maine Shaikh o
Barhman
__________________
Then which of the favours of your Lord will ye deny?
Al Rahmaan
|