View Single Post
  #20  
Old Friday, January 11, 2008
Samurai Samurai is offline
Iqbal ka Shaheen
 
Join Date: Feb 2006
Location: All lands are God’s and they are all our homeland too
Posts: 70
Thanks: 0
Thanked 10 Times in 8 Posts
Samurai is on a distinguished road
Default

Think of past and present leaders. It is apparent that each famous leader is a person of strong character. Over one's lifetime, character has to be developed painstakingly. It is strength of character that makes a person truly great.

"Imamat" (Leadership) by Allama Iqbal

Tu nay poche hay Imamat ke Haqeqat muj se
Huq tuje mere tara Saheb-e-Asrar kare

Hay wahe tere zamane ka Imam e Barhaq
Jo Tuje Hazer o Mujod se Bezar kare

Mut ke Ayene main tuj ko dekha kar Rukh-e-Dost
Zindagi tere lye aur be dushwar kare

De ke Ihsas-e-zian tera laho garma de
Faqar ke saan chara kar tuje Talwar kare

Fitna-e-Millat e Biza hay Imamat os ke
Jo musalma(n) ko salateen ka parastar kare

@Nation

Kitab-e-Wakt Parh kar Jald hi TadBeer kar Lainaa…
Jo honay hain Abhi, Wo Hadsay Zanjeer kar laina..

Nazar Shola,Zuban Khanjar,Kalam Shamsheer kar Lainaa..
Hamain bhi aa Gaya hay,Khuwabon ko Tabeer kar lainaa..

Zameen bhi Paon say Nikli, Sokon ho gaya Gharat…
Bara Mehnga Para hay,Aasman ko Tas'kheer kar lainaa..

Azab Rut-jagay nay Mujhsay mairay Khuwab Cheenay..
Ye Sach bhi Zindagi key Bab main Tehreer kar lainaa.

Khud apni aag main Jalnay ka Kuch Ehsas to ho ga…
Mukabil Shams kay, Aayena-e-Ghar Tameer kar lainaa…

Yahan jaysi Guzarti hay Guzaaro Zindagi Babar…
Khuda kay Pas ja key., Shikwa-e-Takdeer kar lainaa
__________________
The sign of an infidel is that he is lost in the world,
The sign of the believer is that the world is lost in him
The Following 3 Users Say Thank You to Samurai For This Useful Post:
Last Island (Saturday, January 12, 2008), Leonidas (Saturday, January 12, 2008), STRAIN2 (Sunday, January 13, 2008)