View Single Post
  #6  
Old Thursday, September 04, 2008
Faryal Shah's Avatar
Faryal Shah Faryal Shah is offline
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Apr 2007
Location: karachi & hyderabad
Posts: 522
Thanks: 153
Thanked 448 Times in 211 Posts
Faryal Shah will become famous soon enough
Default


(dekh tere bhagwaan ki haalat kya ho gayi insaan
kitna badal gaya bhagwaan
kitna badal gaya bhagwaan )
bhukhon ke ghar mein phera na daale
sethon ka ho mehmaan
kitna badal gaya bhagwaan
unhi ki pooja prabhu ko pyaari
jinke ghar lakshmi ki sawaari
jinka dhandha chor bazaari
hamko den bhuukh aur bekaari inko de wardaan
kitna badal gaya bhagwaan
dekh tere bhagwaan ki haalat kya ho gayi insaan
kitna badal gaya bhagwaan
sun kar is paapi ko taano
badal na liijo apano thikaano
he bhagwaan
mhaaro thaaro prem puraano
ham hain thaile tum ho khazaano
bharte rahiyo daas ki jholi dete rahiyo daan
tumhaari jay jay ho bhagwaan
ra : o kitna badal gaya bhagwaan
kitna badal gaya bhagawaan
dhan waale hain bade machhandar
sone ke banwaaye mandar
bhagwan rahate inake andar
khari khari kahata hai kalandar
ban baitha hai is duniya mein dharam se dhan balawaan
kitana badal gaya bhagawaan
do : kitna badal gaya bhagawaan
dekh tere bhagawaan ki haalat kya ho gai insaan
kitana badal gaya bhagawaan
ra : bhuukhon ke ghar mein phera na daale
sethon ka ho mehamaan
kitna badal gaya bhagawaan
__________________
Go confidently in the direction of your dreams. Live the life you have imagined.
Reply With Quote