CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   Tips and Experience Sharing (http://www.cssforum.com.pk/beginners-guide/tips-experience-sharing/)
-   -   A Dream Shattered (http://www.cssforum.com.pk/beginners-guide/tips-experience-sharing/64453-dream-shattered.html)

abbas khan 119 Sunday, June 17, 2012 12:33 PM

[QUOTE=NASR KHAN;442196]sir what, if you were given seat of DMG by FPSC? Would you be still asking them to resign? You are low in merit thats why the process is corrupt, the people are corrupt, the panel is corrupt, but if you were given the top position in Pakistan everything would have been gone better. You must show the maturity like a gentleman and accept that there were more talented people than you. And all those make their place on top merit numbers. But please dont do what you are doing here rite now. If you had problems with this process and panel then you must NOT have appeared in CSS. You appeared because you knew its transparent but you could not beat many talented people thats why now you are blaming others. Applying for CSS itself shows your trust on FPSC and system.
I request you to please change your mentality of blaming others for your own failures, as this habit will never allow you to prosper. Be positive and have positive.
Sorry if my words sound harsh but i have tried to explain what i felt was wrong. You are our brother and I really want you to be at some good position inshaAllah.[/QUOTE]
sorry for my statements i m rather junior here bt would like to throw some light on facts.
safdar bhai was my friend at facebook.as i was a fresh aspirant at tht time so i tried to evaluate his personality in order to learn how people cleare css exam.
i have learned lot of things frm him bt the great defect which i observed there in his personality was(sorry to say) his irrational statements.he at many occassions supported pml n blindly while tried to nullify tahreek insaf and even used somehow abusive language regarding imran khan.many people at facebook tried to justify him and told him though pml n deserves respect bt tahreek insaf is also a rising power.bt he was never justified.frm there i observed tht safdar bhai is nt showing elasticity in his behaviour and nt following a rational track hence he could b awarded relatively low marks in css interview.and that come true.

NASR KHAN Sunday, June 17, 2012 01:00 PM

[QUOTE=abbas khan 119;442375]sorry for my statements i m rather junior here bt would like to throw some light on facts.
safdar bhai was my friend at facebook.as i was a fresh aspirant at tht time so i tried to evaluate his personality in order to learn how people cleare css exam.
i have learned lot of things frm him bt the great defect which i observed there in his personality was(sorry to say) his irrational statements.he at many occassions supported pml n blindly while tried to nullify tahreek insaf and even used somehow abusive language regarding imran khan.many people at facebook tried to justify him and told him though pml n deserves respect bt tahreek insaf is also a rising power.bt he was never justified.frm there i observed tht safdar bhai is nt showing elasticity in his behaviour and nt following a rational track hence he could b awarded relatively low marks in css interview.and that come true.[/QUOTE]
thanks a lot dear for your input here. Imagine if we at this level and age can notice something then what could that psychology and interview panels do. We are a family here and if someone points out my weaknesses i feel glad and try to convert my weaknesses into strength. And i think that is the best thing to do for becoming a successful person. :)

shallowwater Sunday, June 17, 2012 03:36 PM

@ Abbas khan and Nasr

I think one sided view point must be avoided. Abbas ne to just apna ghusa nikala hai. chill karo yar.

Hassan Razzaq Sunday, June 17, 2012 06:06 PM

Assalam o alikum all
mei kafi din se is post pe coment karna chah rha tha , but mei dar jata tha ke musalman ko yeh zaib nhe deta ke kisi pe tanz ya uski ghaltian niklaay,aur aj mei ksii ke ghaltian nikalon toh kal mere marks kam a saktay hain..aur mei toh khud ghaltion se bhara para hun.. but honestly aj mujse ruka nhe ja rha
@safdar mei ap ke baray mei kuch note karta rha hun buhat arsay se,, aur mujhy hamesha se ap mei kuch batein buri nazar ati rhe hain,wo apka personal mamla hai but agar ap is ka blame dosron ko doh toh yeh saraasar na insafi ha
ap kesay pannel ko iska zimadar tehra saktay ho.. phr apko koi apki ghalti batata hai toh wo bhi ap se bardasht nhe hoti.. is tarah toh ap sab ko mis guide kar rhay ho..is soch ke sath toh koi bhi interview mei achay marks nhe le sakay ga agr uski soch me he yeh a jae ke panel mei coruptn hai,pehle he himat har jae ga..negative sochna start kr de ga
so mei ne faisla kia hai ke aj buhat afsoos se apke sab ghaltian jo me ne note ke wo with prof mei bhi bata doon ta ke ap apni islah karo na ke garoor aur khush fehmi mei panel ko zimadar tehrao aur logon ko de motivate karo aur mis guide karo,css mei kamyab hona koi harf e akhir nhe hai, so agr ap nhe huay toh dosray logon ko ghalat soch na inject karain,buhat saray loog bina sifarish ke jinko mei janta hun aur jo gareeb gharano se aur jo achi nature walay hain select huay hain,liari se bhi log select huay jese ke unho ne khud kaha ke unke koi sifarish nhe the,toh it means pannel achay logon ko he agay la rha hai aur sifarish ka amal dakhal nhe hai.. kion ke ab yeh sirf apki zaat tak baat nhe hai balkay buhat saray loog is se influence le saktay hain.. so m gona tell my points to you ta ke ap apni tang nazari mei dosron ka nuksan karna band karain. .
1.ap ne aik baar facebook pe post kia tha ke 'mujhy samjh nhe ati ke jo css pass nhe kar saktay wo tips kion detay hain'
*now safdar bhai yeh thinking apke [B]proudy[/B] honay ko zahir karti hai
ab usman bhai ko dekhain wo 2nd time essay mei 7 marks se reh gye but unke marks buhat achay thay,punjabi mei 81 thay,arabic mei 150+ thay, toh just ke wo fail ho gye

aik subject mei toh mei unse tips na loon,sirf ap se loon jo mar ke pass huay hain aur itnay achay marks bana nhe sakay ke allocate ho jain?ab dekhain waqt ne prove kia na ke usman bhai is bar css allocation le jain gy In Sha Allah.. aik aur point, kia 2010 9th position holder Muhammad ali asghar ke agar essay mei 40 ke bajaye 39 marks hotay toh unse tips he na le jatin kion ke wo fail ho jatay is lie? unke baqe subjects ko nazar andaz kar dia jata jin ke base pe he topped ? un se english ke tips na le jatin jis mei unke 80 makrs thay? yeh garoor ke neeshandahi karta hai,ke mei pass hun mujhse tips loh , najanay pagal log unse kion tips letay hain(halake jinho ne sab subject me high score kia bt aik paper me pas na ho sakay)... unjust
2.'[B]apnay mun mian mitho bannna[/B]' aur '[B]bila wajah ka attitude[/B]' yeh apki dosri galti hai.. "i kept the F.P.S.C on its toes" .. mazay ke baat toh yeh hai ke 'on their toes' idiom ka yeh matlab bhi nhe jo ap ne use kia ,anyways apka attitude bata rha hai ke ap aik toh khud ke tareef kartay ho aur apnay mun mian mitho bannnay ka shoq ha ..
3.[B]apni galti na man'na[/B].. yeh apki 3rd galti hai kion ke bajaye ap yeh mantay ke ap ne 3 attemps ke bawajood , repeater honay ke bawajood new aspirants se ziada marks na le sakay ,, ap ne ulta fpsc pe ilazamat ke barish shuro kar de,, agar itna yaken tha apko toh pehle chance ke baad he na apply kartay
grapes are sour
4.ap ne facebook pe post kia ke essay ke prep sirf 15 days mei ap karwa rahay ho and price hai 3000 RS.. bhai m sorry but mere css pass kar lenay se ap english ke prof nhe ban gaye .. theek hai ap ka exprience hai.. but bajaye ke ap apna expernc share karo ap us chez ko cash kar rahay ho aur yeh bhi buri baar nhe apka haq hai ap apni chez becho agar ap ke pas kuch hai toh.. but yeh bhi '[B]self obsessed[/B]' hona he hai ke 3 bar pas ho gye toh jese english ke prof jitnay qabil ho gye.ap engineer ho toh means ap us me achay ho .. bt agar khud ap pass hotay aye ho toh Khuda ka sukar ada karo ke apki izat reh gye.pass karne pe yeh sochna ke ap toh master ho gye yeh bhi self obsessed honay ke alamat hoti hai.. mei toh samjhta hun jo larka fail bhi hua hai is baar but us ke essay mei 55 aye wo kahin behtar hai us topper se jis ke 40 marks aye ..
5.fpsc pe ilzam lagana bina prof ke aur tab lagana jab apnay sab chance khatam ho gye .. pehle lagatay na ? kion nhe lagaya? yeh apke andar '[B]immaturity[/B]' ko zahir karta hai, ke agar apko chez nhe mili toh ap us nizam ko he gahalat gahalat aur choor choor kehna start kar doh gay
6.ap khud ko honest kehtay ho,mulk ka bara nuksan ho gaya ap civil service mei nhe aye.. yeh ap kehtay ho,mei samjhta hun ke mulk ka koi nuksan nhe hua kion ke '[B]emotional[/B]' officer se kahin behtar hai koi acha aur rational officer select ho. kal ko ap beshak khud esa na chaho per apke thinking ko koi emotionaly influence karay toh ap toh saray logon pe is ka asar daal doh gay.. so yeh point 'ap ke emotional honay ka hai'
7.[B]'ap apni galti ko dekh ke behtar banay ke bajaye us per dat jatay ho'[/B] bhai apko intrvw pannel ne bhi kaha ke ap ne is bar acha perform nhe kia in written it means ke nhe kia,halake ap 3rd time de rahay thay phr b , it means ke achi planing lacked the,ap ko chaheye tha ke ap apnay marks share karo but wo bhi nhe kie.. ab ap khud

batao ke in baton ke sath hum fpsc ke chairman ko kese maan lain ke wo ghalat hain.
8.apka attitude '[B]dictator[/B]'wala hai na ke 'democratic'
intrvw mei 3 loog dfrnt marks detay hain aur unhay count ker ke apke marks ban jatay hain. ap sab ne he ap ke baray mei ghalat raye ya sahi raye qaim ke toh is mei unka kia kasor.phr mistake toh khud mei ho ge na ..
pehle ap ne unhay apna judge banaya ke han mere marks count karain. achay de die toh maan lia .. aur buray de die toh kaha ke yeh ghalat hai
mei nhe manta mei nhe manta
yeh democracy nhe hai
democracy kehti hai ke aksariat ke raaye theek hai chahae koi weham ka shikar ho ke uski akele ke raye theek hai
9.yeh point ap kaho toh private apko bata doon ga sab ke samnay nhe.kaho toh apko msg kar deta hun fb per..kion ke yeh mei sab ke samnay batana chata nhe is mei prof aur baat zara hard hai

honest sirf ap he nhe ho ,, Alhamdulillah aur bhi buhat log sincere hain mulk se, yeh panel pehli bar aya hai , last panel ke corupt selection ka zima ap is pe nhe daal saktay, balkay last panels ke bhi selectn achi ho ge but problem yeh hai ke mahool essa hai css ka ke loog behak jaldi jatay hain.is mei selection karne walay officer ka kasoor nhe

now let me tell u one more thing,fpsc esay nhe bethi ke larka andar aye aur sochay ke han yaar is ke 137 laga doh , is ke 142 laga doh , is ke 87 laga doh aur is ke 202 laga doh.. .
no
is tarah toh wo khud bhi intrvw nhe kar saktay
psychological test ke alag marks hotay hain, jo tabhi achay milain gay agar ap less emotional,tolerant,understanding,mistake ko accept kar ke solve karne wlay,bina self obsession ke , bina proudy,aur bina radical attitude hoon toh ..
is ke baad intrvw mei 3 loog dfrnt marks detay hain aur unhay count ker ke apke marks ban jatay hain. ap sab ne he ap ke baray mei ghalat raye ya sahi raye qaim ke toh is mei unka kia kasor.phr mistake toh khud mei ho ge na ..

safdar bhai meri life mei 2 moqay essay aye ke mei ne Allah se dua ke aur faryad ke ke Ya Allah agar mujhy yeh na mila toh meri zindage ka koi maqsad nhe,koi faida nhe,aur kabhi khushi nhe,kabhi is ke ilawa koi chez imp nhe
bt Allah behtar jannnay wala hai ,,, hum nhe
aj mei halfan halfan kehta hun agar wo chezain mujhy mil jatin toh mei nuksan mei hota...
aj mei sukar ada karta hun ke Allah tu ne buhat acha kia tha ,, buhat acha kia tha ,, mei nadan tha ,, nhe janta tha
aj mei css aspirant hun,, laron ga and Allah pe bharosa rakhon ga , agar na hua select Khuda na khawasta toh mei agay chal paron ga kion ke mujhy yakeen hai Allah ne jo socha ho ga wo aj mujhy shahyd pasand na aye but wo mei kal zarur cheekh cheekh ke kahon ga ke han wo behtar hua tha han wo behtar hua tha
so mere bhai ap apni galti ka ilzam dosray ko mat doh.. postive thinking rakho.. kion esay soch ke khud ka khoon jalaana.. css ap ke lie nhe tha syayd.. Allah apko is se buhat ziada In Sha Allah behtar ba maqsad zindage aur mulk ke lie kam karne ke taufeeq ata kare aur ap ke aur meri aur hum sab ke ghaltion ko maaf kare.. aur unke islah kare,, hamari khamion ko thek kare.. yaad rakhain jab tak apni khami ka pata nhe ho ga wo thek nhe ho pae ge .. so ap is chez se bahir niklo aur agay ke life ke lie apni ghaltian remov karo toh apko kehnay ke zarurat nhe paray ge .. fpsc chairman shahyd kabhi khud ghar behta apko tv pe dekh ke kahay ke kash esay log css mei a jain toh taqdeer badal jae
Allah mujhy,apko and hum sab ke ghaltion,khamion mei hamari islah kare.. aur humain wesa bana deh jo behtareen ho Allah ki nazar aur dunia ke mamlat mei..
ap ke lie dhair duiayein aur sab ke lie.. i'll pray In Sha Allah apko aik din buhat aala ba maqsad muqam Allah Pak ata kare ta ke In Sha Allah ap mulq ko apni energies de ke iske taraqe mei hissa dalo aur hum sab bhi .. In Sha Allah .. .Ameen Sum Ameen

abbas khan 119 Sunday, June 17, 2012 07:57 PM

[QUOTE=Hassan Razzaq;442463]Assalam o alikum all

ap ke lie dhair duiayein aur sab ke lie.. i'll pray In Sha Allah apko aik din buhat aala ba maqsad muqam Allah Pak ata kare ta ke In Sha Allah ap mulq ko apni energies de ke iske taraqe mei hissa dalo aur hum sab bhi .. In Sha Allah .. .Ameen Sum Ameen[/QUOTE]
hope u got a better answer brother.and why i will b angry to u just for imran khan? listen brother i have no political affiliation i just want to become a csp.u got bundle of advices thats the time to b practical with sorry bt plz just give up your arrogant behaviour and be prepare for ad isi,ib,fia or pms.we r just like family members here just to encourage u.and hope tht the point u will get.have a nice future ahead.

shallowwater Sunday, June 17, 2012 08:01 PM

@ Hasan Razaq

your view point is more than welcome and much appreciated. But jo ap keh rahe ho us sab se mera agree karna zarori nahi. I accept the flaws whereever they are but you could not make a clear point. Itni lambi speech mein sari parh nhi saka but plz do back your arguments with reason. FPSC ki mistakes ap ne aik bhi nahi ginwayi.

@ abbas khan

Arrogance is bliss. Dear attitude k bagair life me maza nahi. You see there are so many forum members but people mostly do not know them. But in my case people are keeping a close eye on my words and sayings. Stay blessed.

Hassan Razzaq Sunday, June 17, 2012 08:10 PM

agr ap ne parhi he nhe toh phr samjh na ana fitri c baat hai
parho ap aur is nazaria se ke isko samjhain,n is mei wo reasons jin ke wajah se apk marks kam aye buhat logical examples k sath hain jo ap ne jab ke toh ap he ke karne k andaz aur coments se extract ke gye hain
mei ne aik baar kehna tha,,baqe ap khud samjhdar ho.. jese ap behtar samjho

mechrose37 Sunday, June 17, 2012 08:24 PM

All I can quote is the couplet of Mirza Ghalib after reading the comments against Safdar Jang :-

یہ کیسی بے بسی ہے کہ بنے ہیں دوست ناصح
کوئی چارہ ساز ہوتا ،کوئی غم گسار ھوتا

Dear Hassan,

You have done a gross excess;Safdar Jang is wounded and you have rubbed salt on his wounds.Please remember the saying of Hazoor SAWW;

"Jo nasehat majma may ki jaye wo dar haqeeqat muzammat hoti hay"

So ,you have not given a piece of wisdom,you have infact condemned him.Its immoral and unethical.I do not know why this sentence of Kennedy is echoing in my mind that," Victory has many fathers;defeat is orphaned."

dms664 Sunday, June 17, 2012 08:26 PM

This thread is going in wrong direction. :thumbdown:

Sent from my HTC One V using Tapatalk 2

mechrose37 Sunday, June 17, 2012 08:32 PM

Dear Safdar Jang,

This is what this mundane life is all about.We rejoice with the crowd and we mourn alone.Only your success would have changed the way these unwise arrogants are commenting.All of your so called arrogance and obstinacy would have been forgotten only if you had succeeded.The apprehensions and grievances of Safdar have amounted to arrogance only because he has not been allocated while the arrogance and attitude of some members trembling on the margin of rudeness is a "mere fact" only because they have been allocated.
How shallow and how callous we humans are !
I am bitterly disappointed .

04:14 AM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.