Saturday, May 04, 2024
03:00 PM (GMT +5)

Go Back   CSS Forums > General > Discussion

Discussion Discuss current affairs and issues helpful in CSS only.

Reply Share Thread: Submit Thread to Facebook Facebook     Submit Thread to Twitter Twitter     Submit Thread to Google+ Google+    
 
LinkBack Thread Tools Search this Thread
  #11  
Old Tuesday, August 21, 2012
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Oct 2006
Posts: 1,549
Thanks: 618
Thanked 1,122 Times in 674 Posts
mhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud of
Default

Quote:
Originally Posted by Chintoo2010 View Post
can you fasten bomb and explode yourself.......
That is a very bad thing to say, such provocations have now caused our own people to fasten bombs and blow themselves up at our own army, and still you are stirring up the old doctrines
__________________
The precondition for existence of a higher humanity is not the state, but the nation possessing the necessary ability.
Reply With Quote
  #12  
Old Tuesday, August 21, 2012
Chintoo2010's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Dec 2009
Location: Earth
Posts: 301
Thanks: 94
Thanked 270 Times in 131 Posts
Chintoo2010 will become famous soon enough
Default

Quote:
Originally Posted by mhmmdkashif View Post
Insan ke jisim main haath, per aur muscles hote hain, insan in sab se buhut piar karta hai, in ko mazboot se mazboot tar banata hai, in pe fakhar karta hai; magar in kaa kaam beherhaal jismani kaam kaaj main collaborate karna hota hai un ko command karna nahin. kabhi kisi larai main yeh doosre pe bhaari par jaayen to yeh puri body pe superiority kaa daawa nahin karte aur na hee agar kamzor par jaayen to body in ko malamat karti hai . jisim kaa har aik organ apna apna kaam karta hai tabhi haath per aur muscles is laaiq hote hain ke larai lar saken. same is the case between nations and armies . armies nation ke haath per aur muscles kee tarah hoti hain, agar armies jang jeet jaayen to yeh fatah puri qom kee fatah hoti hai aur haar jaayen to shikast puri qom kee shikast hoti hai, magar beherhaal armies kaa kaam national strategy implementation main collaborative hota hai commanding nahin . Pakistan army ne khud hee apne aap ko qom ke saamne is awkward position main laaya hai ke ab us ki taraf unglian uth rahi hain aur us ko politically defensive hona par raha hai. political role play karna yaa nation pe hukumat karna aur national strategy ko command karna army kaa aik organization ke tor pe kaam hai hee nahin, us ke liye political leadership hoti hai jo ke political process se aati hai. agar nation ke politicians ache nahin the to aik political process ke zariye army ke officers aage aa sakte hain aur us political process main apne kaarname ginwa ke qom se credibility wasool kar sakte hain, woh bhi isi nation kaa hissa hain, magar Pakistan army ne apni puri organization ko politics main jhonk dia. constitution ko maaro goli, yeh law of nature hai ke agar insani haath per aur muscles apne kaarname ginwa ke dimagh kee jaga lene kee koshish karen ge to body paralyze ho jaaye gee, usi tarah agar army apni organization ke kaarname ginwa ke nation ko politically rule karne kee koshish kare gee to...... aage aap khud samajhdar hain (BTW judiciary is also doing the same thing these day , us ne bhi apni organization ko politics main jhonk dia hai apna asli kaam chor ke)
OK You see the scene of Politics and Politicians???? Such a corruption has never been in Pakistan as is going now a days........I am not favoring dictatorship but also see the other side of the Picture too........
Drone Attacks.......Your Parliament has passed resolutions on it but yet it happens....Why?
Raymond Davis???????? Qomi Ghairat mer gyi thi us wqt???
Rental Power Projects??????? Why?
Why this Democratically elected Parliament has not been able to build a consensus on National Level for the Kala Bagh Dam????
Why the doors of Land-Mafia and many other Mafia's have leads towards politicians........
Who said in 1971 ...........UDHER TUM, IDHER HUM????????? It was not army General???
Was it not one of your top Polictal Leader who said that if it comes in Govt, it will give way to Nukes and Osama?????
Yes, Army has been interfering in political process in Pakistan..........But please be sincere and name a single Genuine Political Leader who was sincere to Pakistan??? Who brought reforms in society??? Who; instead of involving in conspiracy theories, thought and worked for the People of Pakistan........Bhai yaha jo bhi aya kha ker bhaag gya aur hum or app yun he discuss krty rahy gy.........
Here people say that not enough time has been given to politicians......that is not correct........No Competent Leader (both Martial Law Administrator & Political) has ever reached our parliaments as yet.

Even the East India Company did not plunder and loot this much Wealth of India in 90 years, which has been looted by Pakistani Leaders alone in 65 Years.

Yaha to puri ki puri Body he khraab hai bhai, ap Hath k Muscles ki baat krty hain.......

PIA
STEEL MILLS
HIGHER EDUCATION COMMISSION
RAILWAY
POST OFFICE
CIVIL AVIATION AUTHORITY
MEDIA
FBR, NAB, FIA, POLICE, PATWARI SY LY KER COMMISIONER TAKK
etc etc

Which department is not drowning????????? all body is infected with the CANCER of Corruption. All the body is sinking in the deep abyss of corruption....PAKISTAN KA SAWAL HAI BHAI

If you are taking Sethi as the most credible then watch also:-

http://www.youtube.com/watch?v=KZjVB6XuXcA

http://www.youtube.com/watch?v=CUGlPS2JLMY

You can better decide k app ny Hindus ki Jholi mai ja k bethna hai k Bhai Pakistan to Ghalti sy Quaid bna gye thy, ye to bn'na he nahi chahye tha?

Muje ye samaj nahi aati k why are we giving reasons to defend Hindus.......India ki 80% army deployment hmaary against hai, China k against to us ny 4 Division rakhy hai hmaary against 25 divisions of army are deployed...........Aur yaha iss forum py her koi Maha-Bharat ko South Asia ki Amman ki Fakhta bnany py tulla hua hai? Iska to matlab hai Two-Nation Theory he ghalat thi, wo saray pagal thy ...........or Sethi Sahib bht fit hain...............

Quote:
Originally Posted by mhmmdkashif View Post
That is a very bad thing to say, such provocations have now caused our own people to fasten bombs and blow themselves up at our own army, and still you are stirring up the old doctrines
OK You mean Pak Army shoudl have saluted the Indian Tanks entering Pakistan this is Lahore......Pakistan is Yours........
There is alot of difference between those young soldiers and terrorist suiciders. Why are you mixing Army with Terrorist?????
Soldier fights for the Nation in a fair war
Terrorist attacks from within clandestinely
Those Soldiers killed the Indian Army Personnel who were Enemies of People of Pakistan and Pakistan Nation and in a Fair War-Field
Terrorists are attacking Common people, who are not enemies to anyone, who are not in a war.........

My God, My dear Brother, you are insulting again and again the Soldiers of the Pak Army.........Please donot malign their pure sacrifices with the poisoned words.....ye un k khoon ki toheen hai

If you cannot make a difference between a soldier and a terrorist........then i cannot say anything else........

Had those soldiers not saved Pakistan in 1965, Pakistan would have been a part of India today.....

Last edited by Amna; Wednesday, August 22, 2012 at 01:41 AM. Reason: Merged/Chain Posts
Reply With Quote
The Following 2 Users Say Thank You to Chintoo2010 For This Useful Post:
kiyani (Tuesday, August 28, 2012), zedora (Saturday, September 01, 2012)
  #13  
Old Tuesday, August 21, 2012
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Oct 2006
Posts: 1,549
Thanks: 618
Thanked 1,122 Times in 674 Posts
mhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud of
Default

toba hai , khuda rehem kare baqi to koi chance nahin hai, aap ko aik choti see baat nahin samajh aati ke army aik military organization hoti hai jis kaa kaam military strategies banana hota hai qom ko political doctrine dena nahin. qom apni political direction khud set karti hai aur sab organs ko us ko supplement karna parta hai. army waalun kee political inclination kisi ideology kee taraf hai to puri organization ko illegally coup kar ke apni legitimacy ko dao pe lagane ke bajaye political process main shaamil hoke apne political ideas qom ke saamne rakh ke struggle kar ke power main aana chahiye. political process main aane se dar lagta hai baqi bandooq kee taqat se puri qom ko sudharna hai to jee bismillah, lage raho munna bhai jahan tak chalta hai . apna muqaddas kaam chor ke har jagah haath per maarne hain to ungliyan uthane waale bhi niklen ge aur mukhalifat karne waale bahar se to kia apne andar se bhi paida ho jaayen ge, balke ho chuke hain.
__________________
The precondition for existence of a higher humanity is not the state, but the nation possessing the necessary ability.
Reply With Quote
  #14  
Old Tuesday, August 21, 2012
Chintoo2010's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Dec 2009
Location: Earth
Posts: 301
Thanks: 94
Thanked 270 Times in 131 Posts
Chintoo2010 will become famous soon enough
Default

Quote:
Originally Posted by mhmmdkashif View Post
toba hai , khuda rehem kare baqi to koi chance nahin hai, aap ko aik choti see baat nahin samajh aati ke army aik military organization hoti hai jis kaa kaam military strategies banana hota hai qom ko political doctrine dena nahin. qom apni political direction khud set karti hai aur sab organs ko us ko supplement karna parta hai. army waalun kee political inclination kisi ideology kee taraf hai to puri organization ko illegally coup kar ke apni legitimacy ko dao pe lagane ke bajaye political process main shaamil hoke apne political ideas qom ke saamne rakh ke struggle kar ke power main aana chahiye. political process main aane se dar lagta hai baqi bandooq kee taqat se puri qom ko sudharna hai to jee bismillah, lage raho munna bhai jahan tak chalta hai . apna muqaddas kaam chor ke har jagah haath per maarne hain to ungliyan uthane waale bhi niklen ge aur mukhalifat karne waale bahar se to kia apne andar se bhi paida ho jaayen ge, balke ho chuke hain.
Bhai app mujse Senior Member hain, mujse zada Politics ko jantay hai, apki baatain teek bhi hain Army ka jo kam hai wo karay
You surely know more than me, you are more better in the knowledge of Politics, but being a Pakistani, i cannot swallow the similarity in Army Soldier and Terrorist regarding Bombs?????
2ndly, ager Sethi Uncle sahi hain to pir hammy to Azad hona he nahi chahye tha?????

Please make me wise on the Point that We stimulated India to Wage War on us all the three times???

Precisely and one by one 1947, 1965, 1971, 1999
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to Chintoo2010 For This Useful Post:
zedora (Saturday, September 01, 2012)
  #15  
Old Tuesday, August 21, 2012
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Oct 2006
Posts: 1,549
Thanks: 618
Thanked 1,122 Times in 674 Posts
mhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud of
Default

Quote:
Originally Posted by Chintoo2010 View Post
Bhai app mujse Senior Member hain, mujse zada Politics ko jantay hai, apki baatain teek bhi hain Army ka jo kam hai wo karay
You surely know more than me, you are more better in the knowledge of Politics, but being a Pakistani, i cannot swallow the similarity in Army Soldier and Terrorist regarding Bombs?????
2ndly, ager Sethi Uncle sahi hain to pir hammy to Azad hona he nahi chahye tha?????

Please make me wise on the Point that We stimulated India to Wage War on us all the three times???

Precisely and one by one 1947, 1965, 1971, 1999
baat sethi uncle ke sahi hone yaa na hone kee nahin hai, baat facts samajhne aur admit karne kee hai. war hamesha 2 political entities ke darmian lari jaati hai aur woh 2 political entities nations hoti hain, armies sirif un ke organs hoti hain, khud political entity nahin. war effort puri qom kee hoti hai aur armies ko manpower, aslaha, political backing sab qom farahm karti hai tabhi woh jang larne ke qabil banti hai. jang jeetna bhi puri qom kee achievement hoti hai aur haarna bhi puri qom kee shikast hoti hai, is main kisi army ko fatah pe glorify karna yaa shikast kee surat main apno kee ghaddari kee duhai dena achi baat nahin hai, is trend aur is mindset ko sahi hona chahiye. soldiers qom kaa sarmaya hote hain, is main koi shak nahin woh qom ke bahadur aur jaanbaz bache hote hain, laikin un kee haisiat aik honored citizen kee hoti hai bus, un ko kaheen yeh akhtiar nahin dia jaata ke woh apne karnamo kee badolat law se ooper ho jaayen yaa un kee organization (army) apna political process chala ke qom pe musallat ho jaaye. foj ko as an organization qom kee political authority ke saamne surrender karna chahiye, us ko sabotage karna nahin. hamari foj ne buhut baar yeh ghalti kee hai ke apni military aur political doctrine ko banduq ke zariye se puri qom pe musallat kia hai aur apna legal kaam chor ke bethi hai, isi liye aaj apne hee logun main defensive position main aa gayi hai. agar foji samajhte hain ke mulk main ghalat kaam ho rahe hain to woh aake political process main shaamil hon aur feudals ko sideline karen. bhale mulk main dictatorship ho magar woh qaim khaalis political process ke zariye ho chahe woh political process koi inqilab ho yaa democratic elections hon yaa election aur inqilab kaa mixture ho, baqi qom ke haq pe daaka maar ke, apni military doctrines ko raato raat political doctrines main convert kar ke puri qom pe musallat kar ke aur phir nuqsan kee surat main apno ko hee ghaddar qarar de ke aur conspiracy theories bana ke nahin. Pakistan chala jaaye gaa Pakistan chala jaaye gaa, Pakistan 18 caror logun kaa mulk aur Pakistani 18 caror logun kee nation hai yaa Pakistan koi military base hai jis ko bahar kee foj fatah kar le gee aur woh chala jaaye gaa , apni aqal lagao bhai, qabaili dor gaya ab nation-states kaa dor hai.
__________________
The precondition for existence of a higher humanity is not the state, but the nation possessing the necessary ability.
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to mhmmdkashif For This Useful Post:
mjkhan (Tuesday, August 21, 2012)
  #16  

Agreed
My Question is same......Please make me wise on the Point that We stimulated India to Wage War on us all the three times???

Precisely and one by one 1947, 1965, 1971, 1999

Please answer so that i can correct myself
Reply With Quote
  #17  
Old Tuesday, August 21, 2012
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Oct 2006
Posts: 1,549
Thanks: 618
Thanked 1,122 Times in 674 Posts
mhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud of
Default

Quote:
Originally Posted by Chintoo2010 View Post
Agreed
My Question is same......Please make me wise on the Point that We stimulated India to Wage War on us all the three times???

Precisely and one by one 1947, 1965, 1971, 1999

Please answer so that i can correct myself
I dont know the truth so I won't boast, main kabhi kisi aisi responsible position main nahin raha (balke un dino main to paida bhi nahin hua tha ) ke mujhe pata ho ground pe kia hua tha yaa kis ne instigation kee thi, laikin history kaa student hone ke naate main sirif itna samajh saka hon ke army ne bare bare political blunders kiye hain aur un ke natije main puri qom divided hai aur nuqsan pura mulk political authority ke na hone kee surat main aaj din tak bhugat raha hai. That is all.
__________________
The precondition for existence of a higher humanity is not the state, but the nation possessing the necessary ability.
Reply With Quote
  #18  
Old Tuesday, August 21, 2012
Chintoo2010's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Dec 2009
Location: Earth
Posts: 301
Thanks: 94
Thanked 270 Times in 131 Posts
Chintoo2010 will become famous soon enough
Default

Quote:
Originally Posted by mhmmdkashif View Post
I dont know the truth so I won't boast, main kabhi kisi aisi responsible position main nahin raha (balke un dino main to paida bhi nahin hua tha ) ke mujhe pata ho ground pe kia hua tha yaa kis ne instigation kee thi, laikin history kaa student hone ke naate main sirif itna samajh saka hon ke army ne bare bare political blunders kiye hain aur un ke natije main puri qom divided hai aur nuqsan pura mulk political authority ke na hone kee surat main aaj din tak bhugat raha hai. That is all.
Ok as a student he bta dain
DO YOU ACCEPT K INDIAN ARMIES HAD A HAULT BEFORE ENTERING LAHORE.......BECAUSE NO PAK ARMY WAS THERE ON BORDERS (AS IN THE CLIP)
Reply With Quote
  #19  
Old Tuesday, August 21, 2012
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Oct 2006
Posts: 1,549
Thanks: 618
Thanked 1,122 Times in 674 Posts
mhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud of
Default

Quote:
Originally Posted by Chintoo2010 View Post
Ok as a student he bta dain
DO YOU ACCEPT K INDIAN ARMIES HAD A HAULT BEFORE ENTERING LAHORE.......BECAUSE NO PAK ARMY WAS THERE ON BORDERS (AS IN THE CLIP)
Mujhe kia pata dear, main agar kisi din kisi aisi position main aaya ke history ko factually dig out kar sakun tab hee bata sakta hun , filhal main in muamlat pe kisi qisim kaa dogmatic stance lene ke liye tayar nahin. filhal main sirif evolutionary process, events aur results ko study aur analyze kar sakta hun bus .
__________________
The precondition for existence of a higher humanity is not the state, but the nation possessing the necessary ability.
Reply With Quote
  #20  
Old Tuesday, August 21, 2012
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Oct 2006
Posts: 1,549
Thanks: 618
Thanked 1,122 Times in 674 Posts
mhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud of
Default

Quote:
Originally Posted by Chintoo2010 View Post
Thank You Very Much Sir
Haan baqi itna zarur bata sakta hun ke hamara gaon sindh main border ke bilkul qarib hai, walid sahab batate hain ke 65 kee war main indian foj udhar nahin aayi thi baqi 71 main aa gayi thi aur waalid sahab walon ne gaon se farar akhtiar kia, hamare 7 relatives gaon main reh gaye un ko indian foj ne goli maar di, aur Pakistani forces bhi gaon waalun ke saath retreat kar rahi theen . magar itni see information se bari analysis bana ke koi political stance lena nahin chahiye

aur itna bhi keh sakta hun ke tamam wars kee na sirif military balke political strategy bhi army ne banayi jo ke army kaa kaam nahin tha, us ko sirif military strategy pe focus karna chahiye tha.
__________________
The precondition for existence of a higher humanity is not the state, but the nation possessing the necessary ability.

Last edited by Amna; Wednesday, August 22, 2012 at 01:37 AM. Reason: Merged/Chain Posts
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off
Trackbacks are On
Pingbacks are On
Refbacks are On

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
development of pakistan press since 1947 Janeeta Journalism & Mass Communication 15 Tuesday, May 05, 2020 03:04 AM
Pakistan's History From 1947-till present Sumairs Pakistan Affairs 13 Sunday, October 27, 2019 02:55 PM
Ecnomic progress Vs Political situation very special 1 Discussion 48 Wednesday, February 29, 2012 10:27 PM
indo-pak relations atifch Current Affairs 0 Monday, December 11, 2006 09:01 PM

CSS Forum on Facebook Follow CSS Forum on Twitter

Disclaimer: All messages made available as part of this discussion group (including any bulletin boards and chat rooms) and any opinions, advice, statements or other information contained in any messages posted or transmitted by any third party are the responsibility of the author of that message and not of CSSForum.com.pk (unless CSSForum.com.pk is specifically identified as the author of the message). The fact that a particular message is posted on or transmitted using this web site does not mean that CSSForum has endorsed that message in any way or verified the accuracy, completeness or usefulness of any message. We encourage visitors to the forum to report any objectionable message in site feedback. This forum is not monitored 24/7.

Sponsors: ArgusVision   vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.