|
Share Thread: Facebook Twitter Google+ |
|
LinkBack | Thread Tools | Search this Thread |
#1
|
||||
|
||||
kaha usnay bharosa dil pe itna nahi kartay
kaha usnay bharosa dil pe itna nahi kartay
kaha mainay mohabbat mein kabhi socha nahi kartay, kaha usnay buht khush rang dunya kay nazaaray hain kaha mainay jab tum ho to hum kuch dekha nahi kartay kaha ussnay main tumsay duur hoon lekin tumhara hon kaha mainay keh sapnay dil ko behlaya nahi kartay kaha usnay tumhari chahat tumhein ruswaaiyyan degi kaha mainay shuhrat say ghabraya nahi kartay kaha ussnay samajh jao samajh jao ae mere dost kaha mainay keh deewaanay ko samjhayaa nahi kartay |
|
|
Similar Threads | ||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
us ne kaha......... | arsa | Urdu Poetry | 0 | Thursday, April 09, 2009 11:24 PM |
Bhollna itna aasaan tou nahi | Sureshlasi | Urdu Poetry | 0 | Monday, November 12, 2007 08:46 PM |
Main ney kaha.... | KhayaL | Urdu Poetry | 1 | Saturday, February 03, 2007 07:12 PM |
Mohabbat Karnay Waloon Ko Azmaya Nahi Kartay | Nayab ch | Urdu Poetry | 0 | Thursday, June 22, 2006 04:41 PM |