Monday, May 20, 2024
09:13 PM (GMT +5)

Go Back   CSS Forums > Off Topic Section > Poetry & Literature > Urdu Poetry

Reply Share Thread: Submit Thread to Facebook Facebook     Submit Thread to Twitter Twitter     Submit Thread to Google+ Google+    
 
LinkBack Thread Tools Search this Thread
  #1  
Old Sunday, October 28, 2007
Junior Member
 
Join Date: Oct 2007
Posts: 4
Thanks: 2
Thanked 1 Time in 1 Post
sanashafi is on a distinguished road
Default Kisey Pukarain Hum Is Hujoom-e-Gham Main

Kisey Pukarain Hum Is Hujoom-e-Gham Main
K Sub Hi Hamaray Aazamaye Huay Hain

Tum Hi Ne Humain Kar Dia Tanha
Warna Hum To Taalluq Nibahye Huay Hain

Dheemay Dheemay Aansoo Dil Se Girte
K Hum Apna Gham Sub Se Chupaye Huay Hain

Un Shano Tak Ab Rasai Na Rahi
Jin Shano Pe Aansoo Bahaye Huay Hain

Hum Karain Ab Kisi Per Kaisay Bharosa
K Zamane Se Dhokay Khaye Huay Hain

Khushion Se Bhi Ab To Lagta Hay Darr
Is Qadar Zakham Hum Ne Khaye Huay Hain

Ab Dast-e-Shanasai Na Barhayain ** Hum
K Zamane Bhar Se Thukrai Hue Hain


waisey hamain pasand nahi yeh roti dhoti poetry ...kyunki shayerii totally dhoka...ab dekhiye kaun parh kay tareef karta hai...jo karta hai uska matlab woh is haal sey guzarta hai;p;p////

Last edited by Zirwaan Khan; Monday, October 29, 2007 at 07:28 AM.
Reply With Quote
  #2  
Old Tuesday, October 30, 2007
Member
 
Join Date: Oct 2007
Location: ShEr.E.KhaMOshAn.....
Posts: 73
Thanks: 48
Thanked 29 Times in 20 Posts
ThE L@$T Le@F is on a distinguished road
Post

@sana

Khushion Se Bhi Ab To Lagta Hay Darr
Is Qadar Zakham Hum Ne Khaye Huay Hain



Gr8 Yaar




Zindagi se darty ho? Zindagi to tum bhi ho
Zindagi to hum bhi hain
Aadmi se darty ho? Aadmi to tum bhi ho
Aadmi to hum bhi hain
Aadmi zuban bhi hai, Aadmi biyan bhi hai,
Us se tum nahin darty!
Harf aur maeny k rishta-haye-ahan se aadmi hai wabasta
Aadmi k daman se zindagi hai wabasta,
Us se tum nahin darty!
Unkahe se darty ho?
jo abhi nahin aye us ghari se darty ho
us ghari ki amad ki agahi se darty ho

Pehly bhi to guzry hain, dour narsaye k
beriya khudaye k
phir bhi ye smajhty ho, haich arzo-mandi,
yeh shabe zuban bandi, hai wohi khuda-wandi!
Tum magar ye kiya jano
lab agar nahin hilty, hath jag uthty hain
hath jag uthty hain, rah ka nishan ban kar,
noor ki zuban ban kar
hath bole uthty hain, Subah ki azan ban kar

Roshni se darty ho
Roshni to tum bhi ho, roshni to ham bhi hain
Roshni se darty ho
Shehr ki fasilon per, deyo ka jo saya tha, pak ho gaya akhir
Raat ka libada bhi, chak ho gaya aakhir,
Khak ho gaya aakhir

Azdaham e insan se fard ki nawa aye,
zat ki sada aye
Rah e shouq me jaisy rahro ka khoun lapke,
ik naya junon lapke
Aadmi chalak uthy, Aadmi Hansy dekho
Shehr phir basy dekho

Tum abhi se darty ho!
han abhi to tum bhi ho, han abhi to hum bhi hain
Tum abhi se darty ho!
__________________
~~We JuDgE OurseLves By What we feeL CapabLe Of doing,While OthErs JudGe Us By whaT we have already DonE~~
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off
Trackbacks are On
Pingbacks are On
Refbacks are On


Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
A Tribute to Umera Ahmed Argus Poetry & Literature 63 Sunday, February 10, 2019 03:19 AM
Mohabbat Chup Nai Rehti The Star Urdu Poetry 2 Thursday, January 08, 2009 09:05 PM
Koi Sheher aisa basaoon main !!! Last Island Urdu Poetry 2 Thursday, December 27, 2007 09:54 PM


CSS Forum on Facebook Follow CSS Forum on Twitter

Disclaimer: All messages made available as part of this discussion group (including any bulletin boards and chat rooms) and any opinions, advice, statements or other information contained in any messages posted or transmitted by any third party are the responsibility of the author of that message and not of CSSForum.com.pk (unless CSSForum.com.pk is specifically identified as the author of the message). The fact that a particular message is posted on or transmitted using this web site does not mean that CSSForum has endorsed that message in any way or verified the accuracy, completeness or usefulness of any message. We encourage visitors to the forum to report any objectionable message in site feedback. This forum is not monitored 24/7.

Sponsors: ArgusVision   vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.