#1
|
||||
|
||||
shumar karna
mohabbatain jab shumaar karna to saazishain bhi shumar karna
jo mairay hissay main aai hain wo aziyyatain bhi shumaar karna jalaey rakhon gi subha tak main tumharay raston main apni aankhain magar kahin zabt tout jaey to baarishain bhi shumaar karna jo harf koh-e-wafa pay likhhay huey hain unn ko bhi daikh laina jo raaigaan ho gain wo saari ebaratain bhi shumaar karna yeh sardion ka udaas mousam kay dharkanain barf ho gai hain jab inn ki yakh bas'tagi parakhna tamazatain bhi shumar karna tum apni majboriyoun kay qissay zaror likhna wazahaton say jo mairee aankhon main jall bujhi hain wo khwahishain bhi shumaar karna |
|
|
Similar Threads | ||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
mera zikar na karna | Wounded Healer | Urdu Poetry | 0 | Thursday, August 02, 2007 02:31 AM |
Wafa ruswa nahin karna | Last Island | Urdu Poetry | 0 | Tuesday, January 09, 2007 01:48 PM |
Sitam hi Karna,Jafa hi Karna... | Eram Khan | Urdu Poetry | 0 | Sunday, January 22, 2006 02:04 AM |