Sunday, April 28, 2024
07:05 PM (GMT +5)

Go Back   CSS Forums > Off Topic Section > Poetry & Literature > Urdu Poetry

Reply Share Thread: Submit Thread to Facebook Facebook     Submit Thread to Twitter Twitter     Submit Thread to Google+ Google+    
 
LinkBack Thread Tools Search this Thread
  #1  
Old Monday, March 17, 2008
qayym's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Jan 2008
Location: Wah Cantt
Posts: 569
Thanks: 1,082
Thanked 843 Times in 342 Posts
qayym is a glorious beacon of lightqayym is a glorious beacon of lightqayym is a glorious beacon of lightqayym is a glorious beacon of lightqayym is a glorious beacon of light
Default Agar Aisa Ho Jaaye

Agar Aisa Ho Jaaye
Agar Tumhari Mohobbat Naakaam Ho Jaaye
Subah Kar Ke Kisi Ki Dunya Main Tumhari Shaam Ho Jaaye
Koyi Tumhari Jaan Le Ke Tumhari Jaan Ho Jaaye
Ro Ro Kar Tumhara Dil Pareshan Ho Jaaye
Kisi Ko Rulaane Ki Saza Aam Ho Jaaye
Dil Churaane Ka Tum Par ILzaam Ho Jaaye
Kismat Raaste Ki Deewar Ho Jaaye
Jo Pyar Kare Wo Naadaan Ho Jaaye
Ek Ek Pal Maah_O_Saal Ho Jaaye
Tanhaayi Mehfil Main Bhi Hum Kalaam Ho Jaaye
Kisi Se Mohobbat Ka Ikrar Sar_E_Aam Ho Jaaye
Kisi Se Doori Mohobbat Ka Anjaam Ho Jaaye
Kisi Ki Mohobbat Pe Jeewan Tumaan Ho Jaaye
Dil Kisi Ke Dar Ka Ghulaam Ho Jaaye
Samandar Pyaasa Ho Kar Nidhaal Ho Jaaye
Mohobbat Mohobbat Na Rahe Maut Ka Paigaam Ho Jaaye
Dil Kisi Ke Wajood Main Dunya Se Anjaan Ho Jaaye
Kaatil Ban Jaaye Maseeha Dil Hairaan Reh Jaaye
Saari Zindagi Ek Anjaan Ke Naam Ho Jaaye
Mohobbat Main Har Gunaah Sawab Ho Jaaye
Mohobbat Khud Hi Har Sawaal Ka Jawab Ho Jaaye
Dil Ki Dharkan Kisi Ke Naam Ho Jaaye
Kisi Ke Dil Ka Dharakna Tumhari Dharkan Ka Jawaz Ho Jaaye
Ajab Kashmakash Main Kisi Ka Bura Haal Ho Jaaye
Kisi Ka Pyar Jaan Ke Liye Azaab Ho Jaaye
Mohobbat Ke Muaamle Par Sub Qurbaan Ho Jaaye
Dharkan Dil Ki Be Ikhtiyaar Ho Jaaye
Aansuon Ke Chalakne Se Samandar Sairaab Ho Jaaye
Waqt Khel Khele Phir Zindagi Khayaal Ho Jaaye
Aise Main Agar Aisa Kamaal Ho Jaaye
Khaamosh Mohobbat Dono Ka Paigaam Ho Jaaye
To Jeena Kis Qadar Aasan Ho Jaaye
__________________
Hai ghanimat kay israr-e-hasti sai hum
Bay khabr aaie hain, bay khabr jaien gain
Q A
Reply With Quote
The Following User Says Thank You to qayym For This Useful Post:
Last Island (Monday, March 17, 2008)
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off
Trackbacks are On
Pingbacks are On
Refbacks are On


Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
kahin aah banke lab pe tera naam aa na jaaye Sureshlasi Urdu Poetry 0 Thursday, July 17, 2008 09:40 PM
har haqiiqat majaaz ho jaaye Nonchalant Urdu Poetry 0 Monday, November 12, 2007 11:19 PM
Qaatil ko Duaa di jaaye Zirwaan Khan Urdu Poetry 0 Thursday, October 11, 2007 08:43 AM
Wehshi Ho To Aisa ho Last Island Urdu Poetry 2 Sunday, July 01, 2007 05:17 PM


CSS Forum on Facebook Follow CSS Forum on Twitter

Disclaimer: All messages made available as part of this discussion group (including any bulletin boards and chat rooms) and any opinions, advice, statements or other information contained in any messages posted or transmitted by any third party are the responsibility of the author of that message and not of CSSForum.com.pk (unless CSSForum.com.pk is specifically identified as the author of the message). The fact that a particular message is posted on or transmitted using this web site does not mean that CSSForum has endorsed that message in any way or verified the accuracy, completeness or usefulness of any message. We encourage visitors to the forum to report any objectionable message in site feedback. This forum is not monitored 24/7.

Sponsors: ArgusVision   vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.